YAAD KARKE LYRICS – GAJENDRA VERMA | Nidhi Tapadia

Yaad Karke Song sung by Gajendra Verma

Yaad Karke Lyrics :- Gajendra Verma back with his new track of this year 2019 which titled ‘Yaad Karke’ sad hindi song. Song sung, composed and Yaad Karke Lyrics written by ‘Gajendra Verma’ feat. Nidhi Tapadia. This song produced by Jay Desai and Nilesh Patel and directed by Aman Prajapat. Music label is Gajendra Verma official.

Song Title – Yaad Karke
Singer – Gajendra Verma
Music –

Gajendra Verma

Lyrics – Gajendra Verma
Featuring –  Nidhi Tapadia
Directed by – Aman Prajapat
Music Label – Gajendra Verma

Yaad Karke Lyrics

Yaad karke..

Itna batana yeh sach hai kya
Teri zindagi mein koi aur aa gaya
Itna batana aisa tha kya
Jo main na kar paya usne kar diya

Ab main dhoondh raha hoon tujhko galiyon me
Meri jaan tere bina main adhoora
Tu meri aur main tera jab ye kaha tha
Aa bhi ja tere bina na jee sakunga

Yaad karke ab bas roun tujhe
Yaad karke ab bas roun tujhe
Ho yaadein teri sari raat sone na de
Yaad karke ab bas roun tujhe

Ho o oo…
Yaad karke ab bas roun tujhe..

O sanam maine khaayi thi kasam
Tujhe doonga pyaar har dum tujhe
Ab jo koi aur de raha

Mujhe pata hai tujhe
Kam lagta hoon main
Par ab bhi tere dil mein basa hoon main
Sun le apne dil ki zara oo…

Ab main dhoondh raha hoon tujhko galiyon me
Meri jaan tere bina main adhoora
Tu meri aur main tera jab ye kaha tha
Aa bhi ja tere bina na jee sakunga..

Yaad karke ab bas roun tujhe
Yaad karke ab bas roun tujhe
Ho yaadein teri sari raat sone na de
Yaad karke ab bas roun tujhe..

Itna bataana yeh sach hai kya
Teri zindagi mein koi aur aa gaya
Itna bataana aisa tha kya
Jo main na kar paya usne kar diya

Yaad karke ab bas roun tujhe
Yaad karke ab bas roun tujhe
Ho yaadein teri sari raat sone na dein
Yaad karke ab bas roun tujhe…

Yaad karke ab bas roun tujhe….

Yaad Karke Video :-