PYAAR HOTA KAYI BAAR HAI LYRICS – Arijit Singh | Tu Jhoothi Main Makkaar

Pyaar Hota Kayi Baar Hai Lyrics: Finally the most awaited Ranbir Kapoor and Shraddha Kapoor starrer movie Tu Jhoothi Main Makkaar first song has released which is titled Pyaar Hota Kayi Baar Hai sung in the melodious voice of lovable Indian singer Arijit Singh. Music of this song has given by legendery musician Pritam da while this beautiful song Pyaar Hota Kayi Baar Hai lyrics has written by versatile lyricist Amitabh Bhattacharya. This song is published under the label of T-Series.

Song Title:Pyaar Hota Kayi Baar Hai
Singer:Arijit Singh
Music:Pritam
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Star Casts:Ranbir Kapoor, Shraddha Kapoor
Movie:Tu Jhoothi Main Makkaar
Music Label:T-Series
Pyaar Hota Kayi Baar Hai Lyrics Tu Jhoothi Main Makkaar

Pyaar Hota Kayi Baar Hai Lyrics

Ishak mere yaara
Tu kar le dobaara
Bas ik baar mein hi
Bhare na dil bechara

Sang rehne ke shaam savere
Kya karne hain vaade bathere
Hai zindgani agar char din ki
To lene hi kyun saat pehre

Toone jawani mein seekha
Na jaane kahan ka saleeka
Jo pehle hi break up mein
Dil ne tere give up kar diya

Ek baar hi kiya to yaaron
Pyaar kya kiya
Ek baar hi kiya to yaaron
Pyaar kya kiya

Pyaar hota hota hota kayi baar hai
Sirf ek pe kiya to dil nisaar kya kiya
Sirf ek pe kiya to dil nisaar kya kiya
Pyaar hota hota hota kayi baar hai
Pyaar hota hota hota kayi baar hai

Pehli mohabbat mein to
Lagta yahi hai darling
Mar jaunga jo mujhko yeh na mili

Agli dafa mohabbat hoti hai to lagta hai
Yeh wali mujhko pehle kyun na mili
Woh dil kya bhala
Jo toota na kabhi

Pehli dafa chot kha ke
Kyun dil ko lagana hi chhodein
Sab kuchh mohabbat mein chalta hai to
Kyun na do char dil hum bhi todein

Toone jawani mein seekha
Na jaane kahan ka saleeka
Jo pehle hi break up mein
Dil ne tere give up kar diya

Ek baar hi kiya to yaaron
Pyaar kya kiya
Ek baar hi kiya to yaaron
Pyaar kya kiya

Pyaar hota hota hota kayi baar hai
Sirf ek pe kiya to dil nisaar kya kiya
Sirf ek pe kiya to dil nisaar kya kiya
Pyaar hota hota hota kayi baar hai
Pyaar hota hota hota kayi baar hai

Tainu pyaar di lor ae
Chahida kinna ve
Kadi das de yaar nu
Inna inna ve

Ae lo ae lo
Tainu pyar di lor ae
Chahida kinna ve

Twaadi khidmat vich haazir
Ae lo ae lo
Pyaar hota hota hota kayi baar hai

Kesariya Lyrics – Arijit Singh

Pyaar Hota Kayi Baar Hai Song Video

FAQs

Who is the singer of “Pyaar Hota Kayi Baar Hai” song?

Ans: “Pyaar Hota Kayi Baar Hai” song sung by Arijit Singh.

Who wrote the lyrics of “Pyaar Hota Kayi Baar Hai” song?

Ans: “Pyaar Hota Kayi Baar Hai” song lyrics written by Amitabh Bhattacharya.

Who composed the music of “Pyaar Hota Kayi Baar Hai” song?

Ans: “Pyaar Hota Kayi Baar Hai” song composed by Pritam.