Wahi Hai Raste Lyrics :- Mohan Kannan and Asees Kaur given their voices in very beautiful hindi song Wahi Hai Raste from Jassie Gill and Kangana Ranaut starrer movie Panga. Music of this given by Shankar Ehsaan Loy while this beautiful song Wahi Hai Raste Lyrics are penned by Javed Akthar. This song is presented by Saregema label.
Song Title – | Wahi Hai Raste |
Singer – | Mohan Kannan, Asees Kaur |
Music – |
Shankar Ehsaan Loy |
Lyrics – | Javed Akthar |
Video by – | Panga |
Music Label – | Saregama |
Wahi Hai Raste Lyrics
Goonje tere naam se
Lage saare pal
Nakaam se
Tere bin hoon tanha tanha
Tujhse kahoon kaise?
Wohi hai raste, wohi hai ghar
Wohi jeene ke samaan
Tum the toh jaise jinda the saare
Tum bin lage bezaar
Har chiz mujhse pooche
Tum ho kaha?
Faaslein kyo badhe
Dooriyan jab nahi
Hai yeh yakin aaj bhi
Par sookun ab nahi
Faaslein kyo badhe
Dooriyan jab nahi
Hai yeh yakin aaj bhi
Par sookun ab nahi
Wohi hai raste, wohi hai ghar
Wohi jeene ke samaan
Wo…Oo
Dil par bhaari kadmo se chaltein
Tanhaaiyo ke hai lamhein
Feeke din aur suni raatein
Soche tumhari hi baatein
Hmm..
Subah ko laana shaam tak
Lagta nahi aasan
Khone lagi hai ab ye zindagi
Khushiyon ki har pehchaan
Faaslein kyo badhe
Dooriyan jab nahi
Hai yeh yakin aaj bhi
Par sookun ab nahi
Faaslein kyo badhe
Dooriyan jab nahi
Hai yeh yakin aaj bhi
Par sookun ab nahi
Wahi Hai Raste Lyrics In Hindi
गूंजे तेरे नाम से
लगे सारे पल
नाकाम से
तेरे बिन हूँ तन्हा तन्हा
तुझसे कहूँ कैसे?
वही है रास्ते, वही है घर
वही जीने के समान
तुम थे तो जैसे जिन्दा थे सारे
तुम बिन लगे बेज़ार
हर चीज मुझसे पूछे
तुम हो कहाँ?
फासलें क्यों बढ़े
दूरियां जब नहीं
है ये यकीन आज भी
पर सूकून अब नहीं
फासलें क्यों बढ़े
दूरियां जब नहीं
है ये यकीन आज भी
पर सूकून अब नहीं
वही है रास्ते, वही है घर
वही जीने के समान
वो…ओ..
दिल पर भारी कदमों से चलतें
तन्हाइयों के है लम्हें
फीके दिन और सुनी रातें
सोचे तुम्हारी ही बातें
हम्म…
सुबह को लाना शाम तक
लगता नहीं आसान
खोने लगी है अब ये ज़िन्दगी
खुशियों की हर पहचान
फासलें क्यों बढ़े
दूरियां जब नहीं
है ये यकीन आज भी
पर सूकून अब नहीं
फासलें क्यों बढ़े
दूरियां जब नहीं
है ये यकीन आज भी
पर सूकून अब नहीं