Main Jaise Chaahu Jiyoon Meri Zindagi Hai Miyaan – Waseem Barelvi | Ghazal And Shayari

Main Jaise Chaahu Jiyoon Meri Zindagi Hai Miyaan Main jaise chaahu jiyoon meri zindagi hai miyaan  Tumhein saleeqa sikhaane ki kya padi hai miyaan Kisi se bichhadon to ye sochkar bichhad jaana Taalluqaat se yah zindagi badi hai miyaan Tumhaari socho ke aksar khilaaf hota hai Tumhaare baare me duniya jo sochati hai miyaan Is … Read more

Wo Behisi Ke Din Aaye Ki Kuch Hua Na Laga – Waseem Barelvi | Ghazal And Shayari

 Difficult Word  बेहिसी = असंवेदनशीलता। Wo Behisi Ke Din Aaye Ki Kuch Hua Na Laga  Wo behisi ke din aaye ki kuch hua na laga  Kab usko bhool gaye, ye bhi to pata na laga  Bichhadte waqt dilaase, na khokhale vaade  Wah pahli baar mujhe aaj bewafa na laga  Jaha pe dastqe pahchaankar jawaab mile  … Read more

Meri Dhoopo Ke Sar Ko Rida Kaun De – Waseem Barelvi | Ghazal And Shayari

 Difficult Words  रिदा = ओढ़ने की चादर, ढकने की क्रिया। मज़लूम = अत्याचार से पीड़ित। Meri Dhoopo Ke Sar Ko Rida Kaun De Meri dhoopo ke sar ko rida kaun de Neend me yah mujhe phool-sa kaun de?  Khud chalo to chalo aasara kaun de Bheed ke daur me raasta kaun de? Zulm kisne kiya, … Read more

Wo Pyaar Jiske Liye Humne Kya Ganwa Na Diya – Waseem Barelvi | Ghazal And Shayari

 Difficult Word  तनक़ीद = हिदायत, चेतावनी।  Source  लेखक – वसीम बरेलवी किताब – मेरा क्या प्रकाशन –  परम्परा प्रकाशन, नई दिल्ली संस्करण – 2007 Wo Pyaar Jiske Liye Humne Kya Ganwa Na Diya Wo pyaar jiske liye humne kya ganwa na diya Usi ne bach ke nikalne ka raasta na diya  Koi nazar mein raha bhi … Read more

Vah Jo Har Aankh Ko Paimaane Nazar Aaye Hai – Waseem Barelvi | Ghazal And Shayari

 Difficult Words  सिम्त-ए-मंज़िल = लक्ष्य की ओर। मुंहसिर = आश्रित, निर्भर रहना। सहर = दिन।  Source  लेखक – वसीम बरेलवी किताब – मेरा क्या प्रकाशन –  परम्परा प्रकाशन, नई दिल्ली संस्करण – 2007 Vah Jo Har Aankh Ko Paimaane Nazar Aaye Hai Vah jo har aankh ko paimaane nazar aaye hai  Mujhse milti hai wahi … Read more

Jeete Hai, Kirdaar Nahi Hai – Waseem Barelvi | Ghazal And Shayari

 Source  लेखक – वसीम बरेलवी किताब – मेरा क्या प्रकाशन –  परम्परा प्रकाशन, नई दिल्ली संस्करण – 2007 Jeete Hai, Kirdaar Nahi Hai Jeete hai, kirdaar nahi hai Naav to hai, patwaar nahi hai Mera gham majhdaar nahi hai   Gham hai, koi us paar nahi hai  Hona-paana mai kya jaanu Pyaar hai, kaarobaar nahi hai  … Read more

Aawaazo Ka Labon Se Bahut Faasila Na Tha – Waseem Barelvi | Ghazal And Shayari

 Source  लेखक – वसीम बरेलवी किताब – मेरा क्या प्रकाशन –  परम्परा प्रकाशन, नई दिल्ली संस्करण – 2007 Aawaazo Ka Labon Se Bahut Faasila Na Tha  Aawaazo ka labon se bahut faasila na tha  Lekin ko khauf tha ki koi bolta na tha Aansoo ko etabaar ke qaabil samajh liya  Main khud hi chhota nikala, … Read more

Zindagi Kitne Zakhm Khaaye Hai – Waseem Barelvi | Ghazal And Shayari

 Difficult Words  उम्र-ए-एहसास = Life of emotions (भावनाओं की जिंदगी।) दश्त-ए-शब = wilderness of love(प्यार का जंगल)  Source  लेखक – वसीम बरेलवी किताब – मेरा क्या प्रकाशन –  परम्परा प्रकाशन, नई दिल्ली संस्करण – 2007 Zindagi Kitne Zakhm Khaaye Hai  Zindagi kitne zakhm khaaye hai  Phir bhi kya shay hai, muskuraaye hain Umr-e-ehsaas rook-see jaaye … Read more

Ab Aisa Ghar Ke Dareechon Ko Band Kiya Rakhna – Waseem Barelvi | Ghazal And Shayari

 Difficult Words  दरीचों = window(खिड़कियां) कुर्बत = nearness, vicinity( निकटता, आसपास) मिल्कियत = Landlord, Ownership(ज़मींदारी, जाग़ीर, स्वामित्व) सिरहाने = To the head( सिर की ओर।)  Source  लेखक – वसीम बरेलवी किताब – मेरा क्या प्रकाशन –  परम्परा प्रकाशन, नई दिल्ली संस्करण – 2007 Ab Aisa Ghar Ke Dareechon Ko Band Kiya Rakhna Ab aisa ghar … Read more

Kaisa Dariya Hai Ki Pyaasa To Na Marne Dega – Waseem Barelvi | Ghazal And Shayari

 Difficult Words  ख़ाक़-ए-पा = Dust of feet(पैेरों की धूल) तहज़ीब-ए-तअल्लुक़ = Relation culture ( संबंध संस्कृति)  Source  लेखक – वसीम बरेलवी किताब – मेरा क्या प्रकाशन –  परम्परा प्रकाशन, नई दिल्ली संस्करण – 2007 Kaisa Dariya Hai Ki Pyaasa To Na Marne Dega Kaisa dariya hai ki pyaasa to na marne dega Apni gahraai ka andaaza … Read more