Kaise Bataun Ke Tum Mujhe Kitne Achche Lagte Ho By Faizeen Saba Khan | The Social House Poetry

About This Poetry :- The beautiful Poetry  ‘Kaise Bataun Ke Tum Mujhe Kitne Achche Lagte Ho’ for The Social House is presented by Faizeen Saba Khan and also written by her which is very beautiful and delightful. Kaise Bataun Ke Tum Mujhe Kitne Achche Lagte Ho चलो बात आज उनकी मासूमियत से शुरू करते हैं  उनकी अदाओं से … Read more

Aansooaon Ki Jahan Paaymaali Rahi – Bashir Badr | Ghazal And Shayari

 Difficult Word  पायमाली = बुरी तरह बर्बाद। Aansooaon Ki Jahan Paaymaali Rahi Aansooaon ki jahan paaymaali rahi Asi basti charaagon se khaali rahi Dushmanon ki tarah us se ladte rahe Apni chaahat bhi kitni niraali rahi Jab kabhi bhi tumhara khyaal aa gaya Phir kai roz tak bekhyaali rahi Lab tarste rahe ik hansi ke … Read more

Main Jaise Chaahu Jiyoon Meri Zindagi Hai Miyaan – Waseem Barelvi | Ghazal And Shayari

Main Jaise Chaahu Jiyoon Meri Zindagi Hai Miyaan Main jaise chaahu jiyoon meri zindagi hai miyaan  Tumhein saleeqa sikhaane ki kya padi hai miyaan Kisi se bichhadon to ye sochkar bichhad jaana Taalluqaat se yah zindagi badi hai miyaan Tumhaari socho ke aksar khilaaf hota hai Tumhaare baare me duniya jo sochati hai miyaan Is … Read more

Wo Behisi Ke Din Aaye Ki Kuch Hua Na Laga – Waseem Barelvi | Ghazal And Shayari

 Difficult Word  बेहिसी = असंवेदनशीलता। Wo Behisi Ke Din Aaye Ki Kuch Hua Na Laga  Wo behisi ke din aaye ki kuch hua na laga  Kab usko bhool gaye, ye bhi to pata na laga  Bichhadte waqt dilaase, na khokhale vaade  Wah pahli baar mujhe aaj bewafa na laga  Jaha pe dastqe pahchaankar jawaab mile  … Read more

Wo Pyaar Jiske Liye Humne Kya Ganwa Na Diya – Waseem Barelvi | Ghazal And Shayari

 Difficult Word  तनक़ीद = हिदायत, चेतावनी।  Source  लेखक – वसीम बरेलवी किताब – मेरा क्या प्रकाशन –  परम्परा प्रकाशन, नई दिल्ली संस्करण – 2007 Wo Pyaar Jiske Liye Humne Kya Ganwa Na Diya Wo pyaar jiske liye humne kya ganwa na diya Usi ne bach ke nikalne ka raasta na diya  Koi nazar mein raha bhi … Read more

Sau Khuloos Baaton Mein Sab Karam Khayaalon Mein – Bashir Badr | Ghazal And Shayari

 Difficult Words  ख़ुलूस = सत्यता, सच्चाई। जुंबिश = हिलना-डुलना, हरकत। Sau Khuloos Baaton Mein Sab Karam Khayaalon Mein Sau khuloos baaton mein sab karam khayaalon mein Bas zara wafa kam hai tere shehar walon mein Pahli baar nazron ne chaand bolte dekha Hum jawaab kya dete kho gaye sawaalon mein Yun kisi ki ankhon mein subah … Read more

Musafir Ke Raste Badalte Rahe – Bashir Badr | Ghazal And Shayari

 Difficult Word  अदावत = शत्रुता, दुश्मनी। Musafir Ke Raste Badalte Rahe Musafir ke raste badalte rahe Muqaddar mein chalna tha chalte rahe Koi phool sa haath kaandhe pe tha Mere paanv sholon pe chalte rahe Mere raaste mein ujaala raha Diye us ki aankhon ke jalte rahe Wo kya tha jise humne thukra diya Magar umar … Read more