Apne Apne Ram In Hindi
राम सृष्टा भी हैं और सृष्टि भी !
राम दृष्टा भी हैं और दृष्टि भी !
राम एकांत भी हैं और महफ़िल भी !
राम मार्ग भी हैं और मंज़िल भी !
राम जीवन भी हैं और मुक्ति भी !
राम युद्ध भी हैं और युक्ति भी !
राम मनहर भी हैं और मनस्वी भी !
राम राजा भी हैं और तपस्वी भी !
राम आराध्य भी हैं और आराधना भी !
राम साध्य भी हैं और साधना भी !
राम मानस भी हैं और गीता भी !
राम राम भी हैं और सीता भी !
राम धारणा भी हैं और धर्म भी !
राम कारण भी हैं और कर्म भी !
राम युग भी हैं और पल भी !
राम आज भी हैं और कल भी !
राम गृहस्थ भी हैं और संत भी !
राम आदि भी हैं और अंत भी !
– कुमार विश्वास
Apne Apne Ram
Ram sirishta bhi hain aur sirishti bhi !
Ram dirishta bhi hain aur dirishti bhi !
Ram ekaant bhi hain aur mahafil bhi !
Ram maarg bhi hain aur manzil bhi !
Ram jeevan bhi hain aur mukti bhi !
Ram yuddh bhi hain aur yukti bhi !
Ram manhar bhi hain aur manasvi bhi !
Ram raja bhi hain aur tapasvi bhi ! Ram aaraadhy bhi hain aur aaraadhana bhi !
Ram saadhy bhi hain aur saadhana bhi !
Ram maanas bhi hain aur geeta bhi !
Ram ram bhi hain aur seeta bhi !
Ram dhaarna bhi hain aur dharm bhi !
Ram kaaran bhi hain aur karm bhi !
Ram yug bhi hain aur pal bhi !
Ram aaj bhi hain aur kal bhi !
Ram girihasth bhi hain aur sant bhi !
Ram aadi bhi hain aur ant bhi !
– Kumar Vishwas