Baha Le Jaa Lyrics: Friendship is the first step of love, melodious hindi song Baha Le Jaa is all about that, which is sung in the voice of very talented indie artist Arjun Kanungo. Stunning female model Aditi Sharma is featuring in this song. Music of this song has given by various musicians while this melodious hindi song Baha Le Jaa lyrics has penned down by Kunaal Vermaa. Director Robby Singh has directed this song video. This song is published under the label of Saregama.
Song Title – | Baha Le Jaa |
Singer – | Arjun Kanungo |
Music – | Various Artists |
Lyrics – | Kunaal Vermaa |
Features – | Arjun Kanungo, Aditi Singh |
Directed/DOP – | Robby Singh |
Music Label – | Saregama |
Baha Le Jaa Lyrics
Tu jo mila mujhe,
Pyaar mila mera.
Khush hu main yaara,
Saath mila tera.
Kitne safar ke hai baad mila,
Chaha jisse hai woh ajj mila.
Tu jo mila mujhe,
Pyaar mila mera.
Yuhi rahoon,
Rahoon humesha main tera.
Naseeb yeh tu hi likhega jo, mera.
Kaheen door tu leja,
Chalunga main tu leja.
Rahein jahan, mujhe vahan leja.
Meri hawa, mujhe baha leja.
Yuhi rahoon, rahoon humesha main teraaa.
Kahin door tu leja, chalunga main tu leja.
Meri hawa, mujhe baha leja.
Laboon ki dua tu hai,
Meri har aada tu hai!
Mohabbat wafa tu hai,
Dil main basa tu hai.
Khuda ki jagah tu hai.
Yahan tu, wahan tu hai!
Zamane se mujhe chura leja.
Jisse main kahu woh ho baat tu.
Mere hote na ho udaas tu.
Haasu teri aankhon se,
Jiyu teri saanson se.
Tu hai meri bas ek arzoo.
Meri lakeero main,
Naam mila tera.
Tujhe paa liya toh,
Aaram mila mera.
Meri nazar ko hai,
Khawab mila.
Chaha jisse hai woh aaj mila.
Tu jo mila mujhe pyaar mila mera.
Yuhi rahoon,
Rahoon humesha main tera.
Naseeb yeh tu hi likhega jo, mera.
Kaheen door tu leja,
Chalunga main tu leja.
Rahein jahan, mujhe vahan leja.
Meri hawa, mujhe baha leja.
Yuhi rahoon, rahoon humesha main teraaa.
Kahin door tu leja, chalunga main tu leja.
Meri hawa, mujhe baha leja.