RII FEAT. PARMISH VERMA – PHIR MULAQAAT LYRICS | Kunaal Verma | T-Series

About Phir Mulaqaat RII Lyrics:-

Latest Hindi Song of 2019 ‘PHIR MULAAQAT‘ featuring Parmish Verma & RII , In the soulful voice of ‘RII’, composed by ‘KUNAAL-RANGON (SONGSTER)’ and the lyrics of this new song are penned by ‘ KUNAAL VERMAA’. Music Label is T-Series.

Description:

Song Title – Phir Mulaqaat
Singer – Rii
Music – Kunaal-Rangon (Songster)
Lyrics – Kunaal Vermaa
Music Programming & Mastered By – Aditya Dev
Music Label – T-Series

 Phir Mulaaqat Lyrics 

To kya hua juda huve
Magar hai khushi mile to the

To kya hua mude raaste
Kuch door sang chale to the
Dobara milege kisi mod pe
Jo baaki hai wo baat hogi kabhi
Chalo aaj chalte hai hum

Phir mulaaqat hogi kabhi
Phir mulaaqat hogi kabhi
Juda ho rahe hai kadam
Phir Mulaaqat hogi kabhi…

Dukhau main dil jaate jaate Tera
Mera aisa koi iraada Nahi
Chhupa lunga main hans ke aansu mere
Teri khushi se to jyada nahi
Jo bichhade nahi to phir kya maza
Jaroori hai rehni bhi thodi kami
Nahi hoga kuch bhi khatam

Phir mulaaqat hogi kabhi
Phir mulaagat hogi kabhi
Juda ho rahe hai kadam
Phir mulaaqat hogi kabhi

Sitaron ki iss bheed ko gaur se
Ek aakhiri baar phir dekh lo
Ye jo do alag se hai baithe hue
Yeh tum ho, yeh main hun, yahi maan lo
Yeh din mein nahi nazar aayenge
Magar kal ko jab raat hogi kabhi
Jo yeh roshni hogi kam

Phir mulaaqat hogi kabhi
Phir mulaagat hogi kabhi
Juda ho rahe hain kadam
Phir mulaaqat hogi kabhi

Hmmm…



फिर मुलाक़ात गाने के बोल
तो क्या हुआ जुदा हुए
मगर है ख़ुशी मिले तो थे

तो क्या हुआ मुड़े रास्ते
कुछ दूर संग चले तो थे
दोबारा मिलेंगे किसी मोड़ पे
जो बाकि है वो बात होगी कभी
चलो आज चलते है हम

फिर मुलाक़ात होगी कभी
फिर मुलाक़ात होगी कभी
जुदा हो रहे है कदम
फिर मुलाक़ात होगी कभी…

दुखाँऊ मैं दिल जाते जाते तेरा
मेरा ऐसा कोई इरादा नहीं
छुपा लूँगा मैं हँस के आंसू मेरे
तेरी ख़ुशी से तो ज्यादा नहीं

जो बिछडे नहीं तो फिर क्या मजा
जरूरी है रहनी भी थोड़ी कमी
नही होगा कुछ भी ख़त्म

फिर मुलाकात होगी कभी
फिर मुलाकात होगी कभी
जुदा हो रहे हैं कदम
फिर मुलाकात होगी कभी

सितारों की इस भीड़ को गौर से
इक आखिरी बार फिर देख लो
ये जो दो अलग से हैं बैठे हुवे
ये तुम हो, ये मैं हूँ, यही मान लो
ये दिन में नहीं नजर आएंगे
मगर कल को जब रात होगी कभी
जो ये रौशनी होगी कम

फिर मुलाकात होगी कभी
फिर मुलाकात होगी कभी
जुदा हो रहे हैं कदम
फिर मुलाकात होगी कभी
 हम्मम……