Shariq kaifi – Rona Dhona Sirf Dikhaawa Hota Hai.
Rona Dhona Sirf Dikhaawa Hota Hai
कौन मेरे जाने से तनहा होता है
उसकी टीस नहीं जाती है सारी उम्र
पहला धोखा पहला धोखा होता है
नाम भी उसका याद नहीं रख पाते हम
गलियों गलियों जिसे पुकारा होता है
सारी बातें याद हमें आ जाती है
लेकिन जब वो उठने वाला होता हैं
बेमतलब की भीड़ लगाने वालों से
जाने वाला और अकेला होता है
घर में इसे महसूस करो या सहरा में
सन्नाटा तो बस सन्नाटा होता है
रोना-धोना सिर्फ दिखावा होता है
कौन मेरे जाने से तनहा होता है
– शारिक कैफ़ी
Rona Rhona sirf dikhaawa hota hai
Kaun mere jaane se tanha hota hai
Uski tis nahin jaati hai saari uamr,
Pahla dhokha pahla dhokha hota hai
Naam bhi uska yaad nahin rakh paate hum,
Galiyon galiyon jise pukaara hota hai
Saari baatein yaad hamein aa jaati hai
Lekin jab vo uthne waala hota hain,
Bematlab ki bhid lagaane waalon se
Jaane waala aur akela hota hain
Ghar mein ise mahsus karo yaa sahra mein
Sannaata to bas sannaata hota hai
Rona-dhona sirf dikhaawa hota hai kaun mere jaane se tanha hota hai.