Song Title – | Bekhayali |
Singer – | Arijit Singh |
Music – | Parampara-Sachet |
Lyrics – | Irshad Kamil |
Movie – | Kabir Singh |
Music Label – | T-Series |
Bekhayali Arijit Singh Version Lyrics
Hmm… hmm..
Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye
Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye
Teri nazdeekiyon ki khushi behisaab thi
Hisse mein faasle bhi tere bemisaal aaye
Main jo tumse door hoon
Kyun door main rahu
Tera guroor hoon…
Aa tu faasla mita
Tu khwaab sa mila
Kyun khwaab tod doon…
Ooo…
Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye
Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye
Thoda sa main kahfa
Ho gaya apne aap se
Thoda sa tujhpe hi
Bewajah hi malal aaye..
Hain ye tadpan
Hain ye uljhan
Kaise jee loon bina tere
Meri ab sabse hain anban bannte
Kyun ye khuda mere oo..
Hmm…
Ye jo log bagh hain
Jungle ki aag hain
Kyun aag mein jaloon
Ye naakam pyaar mein
Khush hain ye haar mein
In jaisa kyun banoon
Ooo…
Raate dengi bata
Neendo mein teri hi baat hain
Bhuloon kaise tumhe
Tu toh khayalon mein saath hain
Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye
Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye
Ae ae…
Oooo…
Nazaron ke aage har ik manzar
Ret ki tarah bikhar raha hain
Dard tumhaara badan pe mere
Zeher ki tarah utar raha hain
Aa zamane aazmaale
Roothta nahi..
Faaslon se hausala ye
Toot ta nahi
Na hain wo bewafa
Aur na main hoon bewafa
Wo meri aadaton
Ki tarah chhut ta nahi..