The Beautiful Urdu Song ‘Pardadari‘ from Bazm-e-Rang Chapter 1. This song beautifully sung by Abida Parveen and Atif Aslam. This song composed by Abida Praveen and Music arranged by Sarang Latif and Amanat Ali. This song lyrics written by Hazarat Bedam Shah Warsi. This song under the label of Abida Praveen Official.
Song Title – | Pardadari |
Singer – | Abida Parveen and Atif Aslam |
Music – | Abida Parveen |
Lyrics – | Hazarat Bedam Shah Warsi |
Album – | Bazm-e-Rang Chapter 1 |
Music Label – | Abida Praveen |
Instructions (निर्देश):-
Meaning of all difficult urdu words given below end of the lyrics.
उर्दू के सारे कठिन शब्दों का अर्थ नीचे गाने के लिरिक्स के अंत में दिया गया हैं।
Pardadari Lyrics
Mujhme ab rang sab tumhara hai
Itna keh de ki tu humara hai
Teri qudraton ka shumaar kya
Teri vus’aton ka hisaab kya
Tum hi se aalam mein rang-o-boo
Teri shaan jalla jalalahu
Jo aaye tumhari bazm mein
Jo aaye tumhari bazm mein
Deewana ho jaaye
Yeh achhi pardadari hai
Yeh achhi raazdaari hai
Yeh achhi pardadari hai
Yeh achhi raazdaari hai
Jo aaye tumhari bazm mein
Jo aaye tumhari bazm mein
Deewana ho jaaye
Yeh achhi pardadari hai
Yeh achhi raazdaari hai
Yeh achhi pardadari hai
Yeh achhi raazdaari hai
Yeh achhi raazdaari hai
Yeh achhi raazdaari hai
Yeh achhi raazdaari hai
Yeh achhi raazdaari hai
Yahan hona na hona hai
Na hona ain hona hai
Yahan hona na hona hai
Na hona ain hona hai
Jise hona ho kuch
Khaak-e-dar-e-jaanana ho jaye
Yeh achhi pardadari hai
Yeh achhi raazdaari hai
Yeh achhi pardadari hai
Yeh achhi raazdaari hai
Woh mai de de jo pahle shibli o mansoor ko di thi
Woh mai de de jo pahle shibli o mansoor ko di thi
To Bedam bhi nisar-e-murshid-e-maikhana ho jaaye
Yeh achhi pardadari hai
Yeh achhi raazdaari hai
Yeh achhi pardadari hai
Yeh achhi raazdaari hai
O Maula…
Maula mera Maula aa..
Humein bhi jalwa gah-e
Humein bhi jalwa gah-e-naaz
Par lekar chalo moosa
Tumhe gash aa gaya tha
Husn-e-jaan kaun dekhega
Chali hai meri aahein
Arsh ka paaya hilaane ko
Chali hai meri aahein
Arsh ka paaya hilaane ko
Kahin barham nizam-e-aalam-e-baala na ho jaaye
Yeh achhi pardadari hai
Yeh achhi raazdaari hai
Yeh achhi pardadari hai
Yeh achhi raazdaari hai
Nami daanam chey aakhir choon dam-e-deedar mee raqsam
Mann aan bismil ke zair-e-khanjar-e-khookhaar mee raqsam
Zahey taqwa keh mun ba jubba-o-dastar mee raqsam
Mana ma qatra-e-shabnam ba noke khaar mee raqsam
Nami daanam ke aakhir choon dam-e-deedar mee raqsam
Nami daanam ke aakhir choon dam-e-deedar mee raqsam
Nami daanam ke aakhir choon dam-e-deedar mee raqsam
Nami daanam ke aakhir choon dam-e-deedar mee raqsam…
Difficult words:-
Rang-o-boo – रंग और खुशबू (colour and fragrance)
Shumaar – अदद, संख्या, हिसाब, गिनती, जोड़, मीज़ान। (counting, numbering, number)
Vus,aton – फैल गया, ऊँचाई (Spread, Height)
Jalla jalaluhu – Jalla Jalāluhu is an Islamic phrase translating to `may his glory be glorified` The phrase appears often after the name of Allah in the Hadith and in Islamic calligraphy.
Bazm – सभा, मज्लिस, महफ़िल, गोष्ठी (assembly, meeting, feast)
Ain – आँख, नयन, छोटी नदी (Eye, Exact, fountain, Real)
Khaak-e-dar-e-jaanana – dust of beloved’s house
Shiblii – एक बहुत बड़े मुसलमान महात्मा। (proper name )
Mansoor – विजेता, विजयी, जिसे ईश्वरीय सहायता मिली हो।
Gah-e-naaz – सुंदरियों का स्थान (place of beauties)
Moosa – यहूदी धर्म के प्रवर्तक जो पैगंबर या देवदूतमाने गए हैं।
Gash – fainting, stupor, unconsciousness
Arsh – (Sky) आसमान, आकाश, तख़्त, सिंहासन
Dam-e-deedar – दर्शन का क्षण ( Moment of sight)
Nami Daanam – Nami Daanam is a Persian/Farsi language phrase which means ‘I don’t know.’ In Persian, nami is ‘not’ and daanam is ‘I’ and the meaning can be interpreted as or “I don’t know” or “I’m not sure / I wonder”
Mee Raqsam – I’m dancing
Qatra-e-shabnam – (dew drop)
Mann aan bismil ke zair-e-khanjar-e-khookhaar mee raqsam – मै वह शिष्य हूं जो हत्यारे के खंजर के नीचे नाचता है ( I am the disciple who dances under the assassin’s dagger)
Awesome work !