DEMON LYRICS – Ikka | Album I

Demon Rap Song Image Features Ikka From Album I

Demon Lyrics :- A very talented indian rap artist Ikka come back again with his new rap songs album which is titled “I” sung by Ikka and various artists. Demon rap song of this album I which has released sung and written by Ikka. Music of this song has produced by Sez. This song is presented by Mass Appeal label. 



Song Title – Demon
Singer – Ikka
Music –

Sez

Lyrics – Ikka
Album –
Music Label – Mass Appeal




Demon Lyrics

Sez on the beat boys
Shaitaan !
Shaitaan !
Ek demon mere andar 
Karta hai wo knock knock 
Aana chaahta hai wo baahar 
Kehta hai he just wanna talk 
So i just let him out 
Suno wo kya kehta hai 
Ghabaraao mat is ek jaisa 
Aap mein bhi rehta hai 
Demon mere andar 
Karta hai wo knock knock 
Aana chaahta hai wo baahar 
Kehta hai he just wanna talk 
So I just let him out 
Suno wo kya kehta hai 
Ghabaraao mat iss ek jaisa 
Aap mein bhi rehta hai 
Mere andar laalach 
Mere andar paap hai
Mere andar jhaako 
Mere andar aap hai
Mere andar bahut saare
Bahut bure khwaab hai
Mere ye jo sir chadke bolti sharaab hai
Haan hoon main sharaabi
Peeta apni kamaai ki
Pehli baar pita ji ki baatli churaai thi
Dusri baar jigri mujhe yaar ne pilaai thi
Ab ho gaya main aadi
Roz feeling leta chaai ki
Main gunehgar hoon
Mujhe dedo saza 
Par saza wahi de jisne gunaah na kiya
Apne antaraatma ko marne na diya
Main isumasih nahi par tumhara charwah
Padhe maine granth par bhagwan na mila
Har saal jalte raavan ko phir raam na mila
Na mila koi sant par shaitaan hai mila
Mujhe gile bahut mile par koi na shikwa
Ek demon mere andar 
Karta hai wo knock knock 
Aana chaahta hai wo baahar 
Kehta hai he just wanna talk 
So i just let him out 
Suno wo kya kehta hai 
Ghabaraao mat is ek jaisa 
Aap mein bhi rehta hai 
Demon mere andar 
Karta hai wo knock knock 
Aana chaahta hai wo baahar 
Kehta hai he just wanna talk 
So I just let him out 
Suno wo kya kehta hai 
Ghabaraao mat iss ek jaisa 
Aap mein bhi rehta hai
Bhagwaan koi hai to dikhta kyo nahi 
Ye sab usne hai banaya 
Ye baat kisne kahi 
Aur use kaise hai pata ki 
Ye baat ekdam sahi
Maine suna jhooth hai 
History jo kitaabon mein likhi gayi 
Jaha dharam nahi logo waha jang nahin 
Jaha insaan ko baatne waala koi rang nahi 
Jaha baarood nahin jo barbaad nahin 
Mere khyaal mein oopar waala rehta wahi 
(swarg hai)
Par jab aankhein khuli saamane wahi nark hai 
Sapne aur haqeekat mein bas yahi phark hai 
Iss jeevan ka kya arth hai 
Ya sab kuch hi vyarth hai 
Chhodo iss baat ko 
Wo karna chaahta nahi koi tark hai 
Haan to main kya keh raha tha 
Ek shaitaan mere andar kabse reh raha tha 
Abhi baahar aake usne jo bayaan kiya 
Sach boliyo kya tune uspe dhyaan diya
Ek demon mere andar 
Karta hai wo knock knock 
Aana chaahta hai wo baahar 
Kehta hai he just wanna talk 
So I just let him out 
Suno wo kya kehta hai 
Ghabaraao mat is ek jaisa 
Aap mein bhi rehta hai  
Demon mere andar 
Karta hai wo knock knock 
Aana chaahta hai wo baahar 
Kehta hai he just wanna talk 
So I just let him out 
Suno wo kya kehta hai 
Ghabaraao mat is ek jaisa 
Aap mein bhi rehta hai 
Shaitaan kehta gunaah kar 
Shaitaan kehta gunaah kar 
Bhagwan ki na suna kar

Demon Song Video