Yaad Lyrics :- A very talented Pakistani artist Asim Azhar come back again with another new song which is titled Yaad sung by Talha Anjum, Talhah Yunus and him. Music of this song has given by Asim Azhar himself while this brand new song Yaad lyrics has penned by Asim Azhar, Talha Anjum and Talhah Yunus themselves. This song has published under the label of Asim Azhar.
Song Title – | Yaad |
Singer – | Asim Azhar, Talha Anjum & Talhah Yunus |
Music – |
Asim Ashar |
Lyrics – | Asim Azhar, Talha Anjum & Talhah Yunus |
Video by – | N/A |
Music Label – | Asim Azhar |
Yaad Lyrics
Tu ye jaane tere aage majboor hain
Kis baat ka ghuroor
Fayda uthaaiye
Kaisa ye suroor hai
Deta saadayen kyun na tujhko sunaai de
Tera dewana puri dunya gawahi de
Mai laparwa sar phira par bewafa nai
Kab tak ye ashiq akhir apni safayi de
Tu haan kar kabhi
Main badlu abhi
Hai meri museebat ye tera zameer
Chehra asal tu apna dikhaye jaaye
Kyun phir mujhko satayi jaaye
Teri bas yaad yaad yaad
Aaye mujhe baar baar baar
Sone na de
Jeena na de
Aur kisi ka hone na de
Teri bas yaad yaad yaad
Aaye mujhe baar baar baar
Sone na de
Jeena na de
Aur kisi ka hone na de
Main bola I’m going home but,
Asal mein I’m going crazy,
Double black for the pain,
Rollie rollie got me faded
You played me, haan theek hai
I’ll be over you by the weekend
Been in the game for 10
Kalla mere dil ke kitni qareeb hai
Guzaari hai gurbat mein raatein,
Kitaabo mein milni nai baatein,
Aane wale aate honge,
Mujhe unki fikar hai jo nahi aate
Tere bin eid nai eid,
Chehra nai qaabil e deed,
Chehray pe fikar hai wazeh,
Tu chehray ko parhna tou seekh,
Tu mujhko raastay de,
Main tujhko badlay mein faasle du,
Tu mujhko aasre de,
Main dil ki tijori se raaz ik du
Chahay phir saans lein,
Tera deedar aur maut qubool
Karu qurban tujhpe ye zindagi tou hogi har saans wusool,
Mein badlu tou banu phir kya, kya!
Ke tu mera ho ke bhi na
Got everything that I need, give you anything that you want,
Yeah I smoke trees, write songs,
Teri soch, all night long,
I could right all my wrongs,
But you’re gone and..
Tu haan kar kabhi
Main badlu abhi
Hai meri museebat ye tera zameer
Chehra asal tu apna dikhaye jaaye
Kyun phir mujhko satayi jaaye
Teri bas yaad yaad yaad
Aaye mujhe baar baar baar
Sone na de
Jeena na de
Aur kisi ka hone na de
Teri bas yaad yaad yaad
Aaye mujhe baar baar baar
Sone na de
Jeena na de
Aur kisi ka hone na de
Raat ye sone ke liye magar hum soye nahi
Karwat badalte rehte sochon main hum khoye rahe
Yaadon ke baste liye aankhon ko bhigoye nai
Khud pe ye fakhar, woh mere jaane pe roye nai
Yaar deewar bane, rishton mai daraar dale
Guzre kya saal bane, ghum on’ ke pahaar bane
Sab ki zabaan banen, dil ye mazaar bane
Aana darbaar mere, likhte raat ke chaar baje
Lafzon k taajir, hum hijrat o hijr ke aadi
Barsa den ye baadal
Zamane se pucho hum kitne bahadur
Wo aaj bhi samjhen humein pagal
Khud dhoondhe jawaab, kyun puchu sawaal,
Meri kya majaal
Vehmo gumaan, kya doon mai misaal?
Tu hai bemisaaal
Har basti ujaagar
Hum shab ke musaafir, safar bhi mutaasir
Mai urdu ka rakim, nazar bari qaatil
Hustle meri wazeh, gawah mera Asim
Mai duniya se ajiz, likh raha teri khaatir
Raatein ye dhalti nahi
Waqt ki tarah kyun badalti rahi
Maanenge woh apni ghalti nahi
Main aaj bhi wohi, koi jaldi nahi
Teri bas yaad yaad yaad
Aaye mujhe baar baar baar
Sone na de
Jeena na de
Aur kisi ka hone na de
Teri bas yaad yaad yaad
Aaye mujhe baar baar baar
Sone na de
Jeena na de
Aur kisi ka hone na de