LIKHE JO KHAT TUJHE LYRICS – Mohammed Rafi | Kanyadaan

Likhe Jo khat Tujhe Hindi Love Song Lyrics, Sung By Mohammad Rafi.jpg

L

ikhe Jo Khat Tujhe Lyrics :- Melodious, iconic hindi sad song Likhe Jo Khat Tujhe which will never be old sung in the soothing voice of legendary singer Mohammad Rafi from well known actress Asha Parekh and actor Shashi Kapoor starrer movie Kanyadaan (1968). Music of this song has given by Shankar Jaikishan while this forever remembered song Likhe Jo Khat Tujhe lyrics has penned by Neeraj Shridhar. This song has published under the label of Saregama.












Song Title – Likhe Jo Khat Tujhe
Singer – Mohd. Rafi
Music –

Shankar Jaikishan

Lyrics – Neeraj Shridhar
Movie – Kanyadaan (1968)
Music Label – Saregama




Likhe Jo Khat Tujhe Lyrics

Likhe jo khat tujhe
Woh teri yaad mein
Hazaaron rang ke
Nazaare ban gaye
Likhe jo khat tujhe
Woh teri yaad mein
Hazaaron rang ke
Nazaare ban gaye
Sawera jab hua
To phool ban gaye
Jo raat aayi to
Sitaare ban gaye
Likhe jo khat tujhe..
Koyi nagma kahin goonja
Kahan dil mein
Yeh tu aayi
Kahin chatki kali koi
Main yeh samjha, tu sharmaai
Koyi khushboo kahin bikhri
Laga yeh zulf lehraayi
Likhe jo khat tujhe
Woh teri yaad mein
Hazaaron rang ke
Nazaare ban gaye
Sawera jab huya
To phool ban gaye
Jo raat aayi to
Sitaare ban gaye
Likhe jo khat tujhe
Fiza rangeen, adaa rangeen
Yeh ithlaana, yeh sharmaana
Yeh angdhaayi, yeh tanhaayi
Yeh tarsa kar, chale jaana
Bana de ga nahi kisko
Jawaan jadoo yeh deewana
Likhe jo khat tujhe
Woh teri yaad mein
Hazaaron rang ke
Nazaare ban gaye
Sawera jab huya
To phool ban gaye
Jo raat aayi to
Sitaare ban gaye
Likhe jo khat tujhe
Jahan tu hai, wahan main hoon
Mere dil ki tu dhadhkan hai
Musafir main tu manzil hai
Main pyaasa hoon tu saawan hai
Meri duniya yeh nazre hain
Meri jannat yeh daaman hai
Likhe jo khat tujhe
Woh teri yaad mein
Hazaaron rang ke
Nazaare ban gaye
Sawera jab huya
To phool ban gaye
Jo raat aayi to
Sitaare ban gaye
Likhe jo khat tujhe

Likhe Jo Khat Tujhe Song Video