Tum Mere Lyrics: YouTube singer Fukra Insaan now this time come back with love song which is titled Tum Mere sung by him and Crazydeep. Music of this song has composed by Rachit Sood & Sharanjeet while this beautiful love song Tum Mere Lyrics has penned by Fukra Insaan & Crazydeep themselves. Video of this song has directed by Tushar Dixit Films. This song has published under the label of Fukra Insaan official.
Song Title – | |
Singer – | Fukra Insaan, Crazydeep |
Music – | Rachit Sood & Sharanjeet |
Lyrics – | Fukra Insaan, Crazydeep |
Director – | Tushar Dixit Fims |
Music Label – | Fukra Insaan |
Tum Mere Lyrics
Chandi ke taaron se
Rishta bunenge hum
Kasmein aur vaade ye
Saare poore karenge hum
Chandi ke taaron se
Rishta bunenge hum
Kasmein aur vaade ye
Saare poore karenge hum
Tere sang loon saat phere
Bhar loon bahon mein mere
Keh do na saathi tum mere
Tere sang loon saat phere
Bhar loon baahon mein mere
Keh do na saathi tum mere
Pehli dafa jab nazrein mili
Laga mann ka hai mere kuch vehem
Dusri baar tumse milte hi laga
Khoya dil maine khoya mera chain
Ab meri bass tum hi ho ek khawaahish
Veerane mein ho baarish
Itni zaroori ho mujhe
Ab meri bass tum hi ho ek khawaahish
Taaj ki ho numaaish
Itni zaroori ho mujhe
Ho aake mere paas
Mujhe kar giraftaar
Jaise ho umarqaid
Rehna sirf tere saath
Samjho na meri baat
Laga dil kayi baar mera
Par tum hi ho sabse khaas
Sirf rehti ho tum..
Khayalo mein bhi
Dil ki minaaron mein bhi
Tum hi ho saathi bass mere
Tum mere…, saathi tum mere
Tum mere…, saathi tum mere
Tum mere…, saathi tum mere
Agar tum paas me aake
Palke jhuka ke
Aise sharmati ho..
Bindiya laga ke
Yeh jhumke saja ke
Kya hi kar jaati ho
Mera maan kar tere..
Na zulfon se kheloon..
Tere sang baithke
Main aasman ko dekhoon
Inn taaron mein dhoondhu
Main saaya tera
Inn taaron mein dhoonhu
Main saaya tera
Tere sang loon saat phere
Bhar loon bahon mein mere
Keh do na saathi tum mere
Tere sang loon saat phere
Bhar loon baahon mein mere
Keh do na saathi tum mere
Mera dil tere paas
Rehna chaahun tere sath, tere sath
Laal suit, laal maang, peele haath
Keemti libaas mein lage
Bass tum hi ho ek khawaahish
Taaj ki ho numaaish
Itni zaroori ho mujhe
Ab meri bass tum hi ho ek khawaahish
Khuda se kari ye sifaarish
Itni zaroori ho mujhe
Ab meri baas tum
Hi ho ek khawaahish
Khuda se kari sifaarish..
Tum hi ho saathi bass mere
Tum mere…, saathi tum mere
Tum mere…, saathi tum mere
Tum mere…, saathi tum mere