Heer Raanjhana Lyrics – Bachchan Pandey – Arijit Singh – Shreya Ghoshal
Heer Ranjhana Lyrics: Finally the most awaited Akshay Kumar, Jacqueline Fernandez and Kriti Sanon starrer bollywood movie Bachchan Paandey’s another beautiful hindi song Heer Ranjhana has released which is sung in the soulful voice of Arijit Singh and classical queen Shreya Ghoshal. Music of this song has given by Amaal Mallik while this beautiful hindi song Heer Ranjhana lyrics has written by Kumaar. This song is published under the label of T-Series.
Heer Raanjhana Song Details
Song Title – | Heer Raanjhana |
Singers – | Arijit Singh, Shreya Ghoshal |
Music – | Amaal Mallik |
Lyricists – | Kumaar |
Star Casts – | Akshay Kumar, Jacqueline Fernandez and Kriti Sanon |
Movie – | Bachchan Pandey |
Music Label – | T-Series |
Heer Ranjhana Lyrics
Lakh vaari hath chhod de
Lakh vaari dil yeh tod de
Chhodke main tujhe na
Jaunga kahin
Hakk tujhe hai yeh ishq mein
Mujhse nazar chahe mod le
Meri aankhon ko toh yeh
Hakk mila nahi
Ek tu hi toh hai
Tere jaisa yahan
Baaki saara jahan khamakha
Hai matlab teri yaari se
Kya lena duniyadari se
Tu ban meri heer
Main banu tera raanjhana
Hai matlab teri yaari se
Kya lena duniyadari se
Tu ban meri heer
Main banu tera raanjhana
Tera gussa teri mohabbat
Dono hai mere
Dil bhi kya hai jaan bhi de doon
Kehne pe tere
Tere bina hai sab kuchh lekin
Tu jo mile
Duniya kya hai rab se bhi main
Rakhun faansle
Dhadkano ka safar
Tere bin ho agar
To yeh jeena hai kis kaam ka
Hai matlab teri yaari se
Kya lena duniyadari se
Tu ban meri heer
Main banu tera raanjhana
Hai matlab teri yaari se
Kya lena duniyadari se
Tu ban meri heer
Main banu tera raanjhana
Mere hathon se nikal ke tu
Lakeeron mein bhi aa jaana
Yeh zid hai paagal se dil ki
Ise bas tujhko hai paana
Ibaadat kar baitha teri
Khuda bhi tujhko hai maana
Meharbaan ho jaaye agar tu
Karunga tera shukrana
Likh diya hai dhadkano pe
Lafz bas tere naam ka
Hai matlab teri yaari se
Kya lena duniyadari se
Tu ban meri heer
Main banu tera raanjhana
Hai matlab teri yaari se
Kya lena duniyadari se
Tu ban meri heer
Main banu tera raanjhana
Tu ban meri heer
Main banu tera raanjhan