Rahe Na Rahe Hum Lyrics: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, and Suman Kalyanpur perform this soulful song Rahe Na Rahe Hum for the bollywood movie Mamta. Actors Suchitra Sen, Ashok Kumar, and Dharmendra appear in the song’s music video. Majrooh Sultanpuri wrote the Rahe Na Rahe Hum Lyrics, while Roshanlal Nagrath (Roshan) composed the music. Under the Saregama label, it was published.
Rahe Na Rahe Hum Lyrics
Rahe Na Rahe Hum Mehka Karenge
Ban Ke Kali, Ban Ke Saba
Bage Wafaa Mein
Rahe Na Rahe Hum
Mausam Koi Ho Iss Chaman Mein
Rang Banke Rahenge In Fiza Mein
Chahat Ki Khushabu,
Yu Hi Zulfo Se Udegi, Fizayo Ya Bahare
Yuhi Jhumate, Yuhi Jhumate Aur Khilate Rahenge
Ban Ke Kali, Ban Ke Saba
Bage Wafaa Mein
Rahe Na Rahe Hum, Mehka Karenge
Ban Ke Kali, Ban Ke Saba
Bage Wafaa Mein
Rahe Na Rahe Hum
Khoye Hum Aise Kya Hai Milna
Kya Bichhadna Nahi Hai, Yaad Hamko
Kuche Me Dil Ke Jab Se Aaye
Sirf Dil Ki Zami Hai, Yaad Hamko
Isi Sarazami, Isi Sarazami Pe Ham To Rahenge
Ban Ke Kali, Ban Ke Saba
Bage Wafaa Mein
Rahe Na Rahe Hum, Mehka Karenge
Ban Ke Kali, Ban Ke Saba
Bage Wafaa Mein
Rahe Na Rahe Hum
Jab Ham Na Hoge Tab Hamari Khak Pe
Tum Rukoge Chalte Chalte
Ashko Se Bhigi Chadani Mein
Ik Sada Si Sunoge Chalte Chalte
Wahi Pe Kahi, wahi Pe Kahi Ham Tumse Milenge
Ban Ke Kali, Ban Ke Saba
Bage Wafaa Mein
Rahe Na Rahe Hum, Mehka Karenge
Ban Ke Kali, Ban Ke Saba
Bage Wafaa Mein
Rahe Na Rahe Hum
Rahe Na Rahe Hum Video
Rahe Na Rahe Hum Song Information
Song Title: | Rahe Na Rahe Hum Lyrics |
Singer: | Lata Mangeshkar, Cover By Arijit Singh |
Music: | Roshanlal Nagrath (Roshan) |
Lyrics: | Majrooh Sultanpuri |
Star Casts: | Suchitra Sen, Ashok Kumar, and Dharmendra |
Movie: | Mamta |
Music Label: | Saregama |
FAQs