GHAR PE JAA LYRICS – Nazz | Mtv Hustle 2.0

Ghar Pe Jaa Lyrics: This new rap song Ghar Pe Jaa has gone viral now these days in all over social media sites like YouTube, Facebook, Instagram and many more. Mtv Hustle 2.0 rap reality show where judges Badshah, Dino James, King, EPR and female rapper Dee MC judge this rap song and all judges given green light to Nazz after this Blockbuster performance Ghar Pe Jaa will become performer of the week of Mtv Hustle 2.0 show.

Let’s enjoy this rap song Lyrics and Thanks for being here.

Ghar Pe Jaa Lyrics Nazz

Ghar Pe Jaa Lyrics

Kisi Ka Haath Apne Sar Pe Na
Chalte Apan Full Rubaab Mein Kya
Pateli Saamne Nahi Karne Ka
Mujhse Bhidne Aaya Shaane Chal Ghar Pe Ja

Kisi Ka Haath Apne Sar Pe Na
Chalte Apan Full Rubaab Mein Kya
Pateli Saamne Nahi Karne Ka
Mujhse Bhidne Aaya Shaane Chal Ae Ghar Pe Ja

Kaafi Mujh Mein Shamta Par Paas Mere Janta Kam
Paap Dhulte Booth Mein Jaise Doobne Jaata Ganga Par
Aaya Scene Mein Toh Hua Inka Dhandha Band
Rapperon Ki Udi Neend Jaise Kardiya Main Pankha Band
Down To Earth Aur Yeh Mere Liye Blessing
Mujh Mein Hawa Hone Ke Liye Main Koi Lace Nahi
Waise Toh Hain Yeh Ghodon Ki Race Lekin
Yahan Gadhe Hain Ghodon Ke Upar Jaise Yeh Majnu Bhai Ki Painting

Par Chaahe Joh Bhi Ho Jeetne Wala Main Hee Hoon
Laga Lo Mujhpe Shart Jaise Mein Koi Shop Ke Bahar Ka Mannequin
Farak Padta Nahi Joh Bhi Kehna Keh Lo Tum
Tum Kehte Main Tumhare Wajah Se Chal Raha Hoon Iska Matlab Mere Paer Ho Tum
Karte Nahi Kuch Yeh Bas Haste Rehte Yeh Mujhpe
Sirf Dikhaate Rehte Daant Lagta Ad Kar Rahe Toothpaste Ki
Niklegi Shoe Lace Sirf Tabhi Hee Jaunga Jhuk Mein
Aur Scene Mein Utna Main Zaroori Jitna Horror Film Mein Footsteps

Kisi Ka Haath Apne Sar Pe Na
Chalte Apan Full Rubaab Mein Kya
Pateli Saamne Nahi Karne Ka
Mujhse Bhidne Aaya Shaane Chal Ghar Pe Ja

Kisi Ka Haath Apne Sir Pe Na
Chalte Apan Full Rubaab Mein Kya
Pateli Saamne Nahi Karne Ka
Mujhse Bhidne Aaya Shaane Chal Ae Ghar Pe Ja

Bole Mujhe Underrated Yahi Gadbad Kar Dete
Sab Sar Par Chad Baithe Joh Andd Mand Shand Kehte
Main Original Hiphop Aur Yeh Sab Jann Converted
Khade Kare Hum Ganon Se Raungte Jaise Jana Gana Mana Kehte
Karke Gathbandhan Bajte Phir Yeh Ghar Bartan Jaise
Yeh Paani Jaisa Mera Flow Iss Verse Ko Jal Arpan Kehde
Niko Waale Bars Track Pe Murder Kar Dete
Toh Beat Baji Toh Naach Varna Andd Mandd Kar Denge
Jaise Sumbum Wala Vibe Bass Bhan-bhan Bhar Denge
Yeh Bann-thhan Jaaye Kitne Bhi Pr Thand Bann Ke Hee Rahenge
Paet Ka Pata Nahi Par Hum Mann Bharte Rahenge
Antariksh Kyun Na Jaaye Par Hum Sampark Mein Hee Rahenge
Hum Samundar Mein Andar Tum Bunder Pe Rehte
Gaane Mere Adrak Aur Ye Bandar Hee Reh Gaye
Ambar Se Bomb Barsayenge Ek Din Par
Filhaal Hum Underground Jaise Bunker Mein Rehte

Kisi Ka Haath Apne Sar Pe Na
Chalte Apan Full Rubaab Mein Kya
Pateli Saamne Nahi Karne Ka
Mujhse Bhidne Aaya Shaane Chal Ae Ghar Pe Ja

Kisi Ka Haath Apne Sar Pe Na
Chalte Apan Full Rubaab Mein Kya
Pateli Saamne Nahi Karne Ka
Mujhse Bhidne Aaya Shaane Chal Ae Ghar Pe Ja

Chal

Ghar Pe Jaa Rap Song Video

Source: Kaanphod Music Youtube Channel

Ghar Pe Jaa Lyrics Information

Song TitleGhar Pe Jaa
SingerNazz
MusicVarious Artists
LyricsNazz
JudgesBadshah, Dino James, King, EPR and female rapper Dee MC
StageMTV Hustle 2.0

FAQs

Q. Who sang the “Ghar Pe Jaa ” Song?

Ans. Nazz.

Q. Who wrote the lyrics of “Ghar Pe Jaa” song?

Ans. Nazz.

Q. Who produced the music of “Ghar Pe Jaa” song?

Ans. Various artists.