Bataane Ki Baat Toh Nahi Hai Par Bataane Dogi Kya – Zakir Khan

Batane Ki Baat Poetry: Stand comedian and young poet Zakir Khan India’s most influential person in this time. A very beautiful poetry Bataane Ki Baat written and narrated by Zakir Khan goes viral in these day. We are providing you a this poetry lyrics in hindi and english font below. Read this beautiful love poetry, enjoy it and don’t forget to share it with your special, friends and other persons.

Bataane Ki Baat Toh Nahi Hai Par Bataane Dogi Kya - Zakir Khan

Bataane Ki Baat Poetry In Hindi

बताने की बात तो नहीं है,
पर बताने दोगी क्या?

इश्क़ बे-पनाह है तुमसे,
एक बार जताने दोगी क्या?

तुम नदी, तुम तितली, तुम पहाड़, तुम आसमान हो मेरा,
एक डिबिया में सिंदूर रखा है मेरे पास,
तुम लगाने दोगी क्या?

– जाकिर खान

Bataane Ki Baat Poetry In English

Bataane ki baat toh nahi hai,
Par bataane dogi kya?

Ishq be-panaah hai tumse
Ek baar jataane dogi kya?

Tum nadi, tum titali, tum pahaad, tum aasmaan ho mera,
Ek dibiya mein sindoor rakha hai mere paas,
Tum lagaane dogi kya?

– Zakir Khan

Bataane Ki Baat Poetry Video