Aey Khuda Tujhme Kho Gaya Tha Main – Nadeem Bhabha | Ghazal

This Beautiful Ghazal 'Aey Khuda Tujhme Kho Gaya Tha Main' has written and performed by Nadeem Bhabha.

 Difficult Word 
रंगसाज़ = रंग तैयार करनेवाला कारीगर, रंग चढ़ानेवाला कारीगर।

Aey Khuda Tujhme Kho Gaya Tha Main

Aey khuda tujhme kho gaya tha main 
Log karte rahe namaaz adaa,
Aur masjid mein so gaya tha main.
To koyi phool mujhme khila diya tere ishq ne
Mujhe rangsaaz bana diya tere ishq ne
Unhen paanch waqto ke chand sajdon se kya garaj,
Jinhen pura pura jhuka diya tere ishq ne
Main wo khaak hun ki jo dhul hai tere paanv ki,
Main wo aag, jisko jala diya tere ishq ne.

(In Hindi)
ऐ खुदा तुझमें खो गया था मैं 
लोग करते रहे नमाज अदा,
और मस्जिद में सो गया था मैं
तो कोई फूल मुझमें खिला दिया तेरे इश्क़ ने
मुझे रंगसाज़ बना दिया तेरे इश्क़ ने
उन्हें पांच वक्तो के चंद सजदों से क्या गरज़
जिन्हें पूरा पूरा झुका दिया तेरे इश्क़ ने
मैं वो ख़ाक हूं कि जो धुल है तेरे पांव की,
मैं वो आग, जिसको जला दिया तेरे इश्क़ ने
                              – Nadeem Bhabha