Hum Apne Aap Ko Ek Masla Bana Na Sake – Waseem Barelvi | Ghazal And Shayari

 Source  लेखक – वसीम बरेलवी किताब – मेरा क्या प्रकाशन –  परम्परा प्रकाशन, नई दिल्ली संस्करण – 2007 Hum Apne Aap Ko Ek Masla Bana Na Sake  Hum apne aap ko ek masla bana na sake  isi liye to kisi ki nazar mein aa na sake  Hum aansuon ki tarah vaaste nibha na sake  Rahe … Read more

Aey Khuda Tujhme Kho Gaya Tha Main – Nadeem Bhabha | Ghazal

 Difficult Word  रंगसाज़ = रंग तैयार करनेवाला कारीगर, रंग चढ़ानेवाला कारीगर। Aey Khuda Tujhme Kho Gaya Tha Main Aey khuda tujhme kho gaya tha main  Log karte rahe namaaz adaa, Aur masjid mein so gaya tha main. To koyi phool mujhme khila diya tere ishq ne Mujhe rangsaaz bana diya tere ishq ne Unhen paanch … Read more

Meri Nazar Ke Saleeqe Mein Kya Nahin Aata – Waseem Barelvi | Ghazal And Shayari

Meri Nazar Ke Saleeqe Mein Kya Nahin Aata Meri nazar ke saleeqe mein kya nahin aata, Bas ek teri hi taraf dekhna nahin aata. Akele chalna toh mera naseeb tha ki mujhe, Kisi ke saath safar baantna nahin aata. Udhar toh jaate hain raaste tamaam hone ko, Idhar se ho ke koi raasta nahin aata. … Read more