Hazar Pardo Me Khud Ko Chhupa Ke Baith Magar
हजा़र पर्दों में खु़द को छुपा के बैठ मगर,
तुझे कभी न कभी बेनक़ाब कर दूँगा
मुझे यकीं है कि महफि़ल की रोशनी हूँ मैं,
उन्हें ये खौफ कि महफि़ल ख़राब कर दूँगा
मुझे गिलास के अन्दर ही कै़द रख वर्ना,
मैं सारे शहर का पानी शराब कर दूँगा
महाजनों से कहो थोड़ा इन्तजार करें,
शराबख़ाने से आकर हिसाब कर दूँगा।
– राहत इन्दोरी
Hazaar pardon mein khud ko chhupa ke baith magar
Tujhe kabhi na kabhi benaqaab kar dunga
Mujhe yakin hai ki mahfil ki roshani hoon main,
Unhein ye khauf ki mahfil kharab kar dunga
Mujhe gilaas ke andar hi qaid rakh warna
Main saare shahar ka paani kharab kar dunga
Mahajanon se kaho thoda intzaar karein
Sharab-khane se aakar hisaab kar dunga
– Rahat Indori