Humara Aazm-e-safar Kab Kidhar Ka Ho Jaayein – Waseem Barelvi | Ghazal And Shayari

 Difficult Word  अज़्म-ए-सफ़र = यात्रा करने का दृढ़ संकल्प। रहगुज़र = रास्ता, पथ, मार्ग। शाख़-ए-शजर = वृक्ष की शाखा। तन्हाई-ए-सफ़र = एकाकी यात्रा। Humara Aazm-e-safar Kab Kidhar Ka Ho Jaayein Humara aazm-e-safar kab kidhar ka ho jaayein Ye wo nahin jo kisi rahgujar ka ho jaayein  Usi ko jeene ka haq hai jo is zamane … Read more

Haadson Ki Zad Pe Hain Toh Muskurana Chhod De – Waseem Barelvi | Ghazal And Shayari

 Source  लेखक – वसीम बरेलवी किताब – मेरा क्या प्रकाशन –  परम्परा प्रकाशन, नई दिल्ली संस्करण – 2007  Difficult Word  ज़द =  आघात, चोट, निशाना, हानि। आब-ओ-दाना = निर्वाह का साधन, दाना-पानी। Haadson Ki Zad Pe Hain Toh Muskurana Chhod De  Haadson ki zad pe hain to muskurana chhod de  Jaljalon ke khauf se kya ghar … Read more

Door Se Hi Bas Dariya Dariya Lagta Hai – Waseem Barelvi | Ghazal And Shayari

 Source  लेखक – वसीम बरेलवी किताब – आँखों आँखों रहे प्रकाशन –  वाणी प्रकाशन संस्करण – 2008  Difficult Word  मुसव्विर = तस्वीर बनाने वाला व्यक्ति, कलाकार। Door Se Hi Bas Dariya Dariya Lagta Hai  Door se hi bas dariya dariya lagta hai  Doob ke dekho kitna pyaasa lagta hai  Tanhaan ho to ghabraya sa lagta … Read more

Chaand Ka Khwab Ujaalon Ki Nazar Lagta Hain – Waseem Barelvi | Ghazal And Shayari

Difficult Words  सहर = सवेरा। शजर = पेड़, वृक्ष, दरख़्त। Chaand Ka Khwab Ujaalon Ki Nazar Lagta Hain Chaand ka khwab ujaalon ki nazar lagta hain  Tu jidhar ho ke gujar jaaye khabar lagta hain  Us ki yaadon ne uga rakkhe hain suraj itne  Shaam ka waqt bhi aaye to sahar lagta hain  Ek manjar … Read more

Chalo Hum Hi Pahal Kar De Ki Hum Se – Waseem Barelvi | Ghazal And Shayari

 Source  लेखक – वसीम बरेलवी किताब – मेरा क्या प्रकाशन –  परम्परा प्रकाशन, नई दिल्ली संस्करण – 2007  Difficult Words  बद-गुमाँ = संदिग्ध, अविश्वास। राएगाँ = व्यर्थ, बेकार। ज़िंदा-ज़मीरी = जीवित विवेक। सम्तें = दिशा की ओर। हमसायगी = पड़ोसी, प्रतिवेशी। शराफ़त =  शरीफ़ होने का भाव, नेकी, भलाई, कुलीनता, शिष्टता, भद्रता, सज्जनता। Chalo Hum Hi Pahal Kar De Ki … Read more

Bhala Gamo Se Kahan Haar Jaane Wale The – Waseem Barelvi | Ghazal And Shayari

  Source   लेखक – वसीम बरेलवी किताब – मेरा क्या प्रकाशन –  परम्परा प्रकाशन, नई दिल्ली संस्करण – 2007 Bhala Gamo Se Kahan Haar Jaane Wale The Bhala gamo se kahan haar jaane wale the  Hum aansoon ki tarah muskurane wale the  Humin ne kar diya aeilaan-e-gumarhi warna  Humare pichhe bahut log aane wale the  … Read more

Apne Saaye Ko Itna Samjhane De – Waseem Barelvi | Ghazal And Shayari

  Source   लेखक – वसीम बरेलवी किताब – मेरा क्या प्रकाशन –  परम्परा प्रकाशन, नई दिल्ली संस्करण – 2007 Apne Saaye Ko Itna Samjhaane De Apne saaye ko itna samjhaane de  Mujh tak mere hisse ki dhup aane de  Ek najar mein kayi zamane dekhe to  Boodhi aankhon ki tasveer banaane de  Baba duniya jeet … Read more

Apne Har Lafz Ka Khud Aaina Ho Jaaunga – Waseem Barelvi | Ghazal And Shayari

 Difficult Words  अहद-ए-वफ़ा = निरंतरता का वादा Apne Har Lafz Ka Khud Aaina Ho Jaaunga  Apne har lafz ka khud aaina ho jaaunga  Us ko chhota kah ke main kaise bada ho jaaunga Tum giraane mein lage the tum ne socha hi nahin  Main gira to masala ban kar khada ho jaaunga  Mujh ko chalne do … Read more

Apne Andaaz Ka Akela Tha – Waseem Barelvi | Ghazal And Shayari

Sourced By:- Book – Mera Kiya (Page – 46) Author: Waseem Barelvi Edition – In 2007 Published – Maktaba Jamia Ltd.  Difficult Words:  दस्त-ए-दुआ = प्रार्थना में हाथ उठाना मिरा = Mine , ( Mera) Apne Andaaz Ka Akela Tha Apne andaaz ka akela tha  Isliye main bada akela tha  Pyar to janam ka akela tha … Read more