Hum Apne Aap Ko Ek Masla Bana Na Sake – Waseem Barelvi | Ghazal And Shayari

 Source  लेखक – वसीम बरेलवी किताब – मेरा क्या प्रकाशन –  परम्परा प्रकाशन, नई दिल्ली संस्करण – 2007 Hum Apne Aap Ko Ek Masla Bana Na Sake  Hum apne aap ko ek masla bana na sake  isi liye to kisi ki nazar mein aa na sake  Hum aansuon ki tarah vaaste nibha na sake  Rahe … Read more

Main Ye Nahin Kahta Ki Mira Sar Na Milega – Waseem Barelvi | Ghazal And Shayari

  Difficult Words   कम-ज़र्फ़ = ओक्षा, कमीना। क़नाअत = संतोष, संतुष्टि। Main Ye Nahin Kahta Ki Mira Sar Na Milega Main ye nahin kahta ki mira sar na milega  Lekin miri aankhon mein tujhe dar na milega  Sar par to bithaane ko hai taiyyaar zamana  Lekin tire rahne ko yahan ghar na milega  Jaati hai … Read more

Mujhe Toh Katra Hi Hona Bahut Satata Hai – Waseem Barelvi | Ghazal And Shayari

 Difficult Words  माज़ी = अतीत। तख़्ती = छोटा तख़्ता, काठ की छोटी पटिया। Mujhe Toh Katra Hi Hona Bahut Satata Hai  Mujhe to katra hi hona bahut sataata hai  Isi liye to samundar pe raham aata hai  Wo is tarah bhi miri ahamiyat ghatata hai  Ki mujh se milne mein shartein bahut lagata hai  Bichhadte waqt … Read more

Mere Gham Ko Jo Apna Bataate Rahe – Waseem Barelvi | Ghazal And Shayari

  Difficult Word   शाइरी = शायरी। Mere Gham Ko Jo Apna Bataate Rahe Mere gham ko jo apna bataate rahe  Waqt padne pe haathon se jaate rahe  Baarishein aayi aur faisla kar gayi Log tooti chhatein aazmaate rahe  Aankhein manjar hui kaan nagma hue  Ghar ke andaaz hi ghar se jaate rahe  Shaam aayi to bichhade … Read more

Khul Ke Milne Ka Saleeka Aapko Aata Nahi – Waseem Barelvi | Ghazal And Shayari

 Source  लेखक – वसीम बरेलवी किताब – मेरा क्या प्रकाशन –  परम्परा प्रकाशन, नई दिल्ली संस्करण – 2007 Khul Ke Milne Ka Saleeka Aapko Aata Nahi Khul ke milne ka saleeka aap ko aata nahin  Aur mere paas koi chor darwaja nahin  Wo samajhta tha use pa kar hi main rah jaaunga  Us ko meri … Read more

Ye Hain Toh Sab Ke Liye Ho – Waseem Barelvi | Ghazal And Shayari

 Difficult Words  सहरा-ए-आरज़ू = रेगिस्तान की इच्छा। तिश्नगी = प्यास, इच्छा, लालसा। ग़ुरूर-ए-बेजा = अत्यधिक अभिमान। Ye Hain Toh Sab Ke Liye Ho Ye hain toh sab ke liye ho ye zid humari hain  Is ek baat pe duniya se jung jaari hain  Udaan waalo, udaanon pe waqt bhaari hain  Paron ki ab ke nahin … Read more

Wo Mere Ghar Nahi Aata Main Uske Ghar Nahi Jata – Waseem Barelvi | Ghazal And Shayari

 Source  लेखक – वसीम बरेलवी किताब – मेरा क्या प्रकाशन –  परम्परा प्रकाशन, नई दिल्ली संस्करण – 2007  Difficult Words  तर्बियत = पालन-पोषण, परवरिश शिक्षा, तालीम। महदूद = सीमित, थोड़े, हद के भीतर, चंद। Wo Mere Ghar Nahi Aata Main Uske Ghar Nahi Jata  Wo mere ghar nahin aata main uske ghar nahin jaata  Magar … Read more

Sab Ne Milaye Haath Yahan Tiragi Ke Saath – Waseem Barelvi | Ghazal And Shayari

  Difficult Words  तीरगी = अँधेरा। समुंदर-कशी = समुद्र से खींचना। Sab Ne Milaye Haath Yahan Tiragi Ke Saath  Sab ne milaye haath yahan tiragi ke saath  Kitna bada mazak hua raushni ke saath  Shartein lagaai jaati nahin dosti ke saath  Keeje mujhe kubool miri har kami ke saath  Tera khyaal, teri talab teri aarzoo  … Read more

Kitna Dushwaar Tha Duniya Ye Hunar Aana Bhi – Waseem Barelvi | Ghazal And Shayari

  Difficult Words   आदाब-ए-नुमाइश = सम्मान को दिखाना। Kitna Dushwaar Tha Duniya Ye Hunar Aana Bhi Kitna dushwaar tha duniya ye hunar aana bhi  Tujh se hi faasla rakhna tujhe apnana bhi Kaisi aadab-e-numaish ne lagayi shartein  Phool hona hi nahin phool nazar aana bhi Dil ki bigadi huyi aadat se ye ummid na thi  … Read more

Lahoo Na Ho Toh Kalam Tarjuma Nahin Hota – Waseem Barelvi | Ghazal And Shayari

  Difficult Word   तर्जुमा = अनुवाद, भाषान्तर। बद-गुमाँ = संदिग्ध, अविश्वास। मेज़बाँ = मेहमानदारी, आतिथ्य करनेवाला। Lahoo Na Ho Toh Kalam Tarjuma Nahin Hota Lahoo na ho to kalam tarjuma nahin hota  Humaare daur mein aansu jabaan nahin hota  Jahan rahega wahin raushni lutayega  Kisi charaag ka apna makaan nahin hota  Ye kis makaam pe … Read more