Aansooaon Ki Jahan Paaymaali Rahi – Bashir Badr | Ghazal And Shayari

 Difficult Word  पायमाली = बुरी तरह बर्बाद। Aansooaon Ki Jahan Paaymaali Rahi Aansooaon ki jahan paaymaali rahi Asi basti charaagon se khaali rahi Dushmanon ki tarah us se ladte rahe Apni chaahat bhi kitni niraali rahi Jab kabhi bhi tumhara khyaal aa gaya Phir kai roz tak bekhyaali rahi Lab tarste rahe ik hansi ke … Read more

Sau Khuloos Baaton Mein Sab Karam Khayaalon Mein – Bashir Badr | Ghazal And Shayari

 Difficult Words  ख़ुलूस = सत्यता, सच्चाई। जुंबिश = हिलना-डुलना, हरकत। Sau Khuloos Baaton Mein Sab Karam Khayaalon Mein Sau khuloos baaton mein sab karam khayaalon mein Bas zara wafa kam hai tere shehar walon mein Pahli baar nazron ne chaand bolte dekha Hum jawaab kya dete kho gaye sawaalon mein Yun kisi ki ankhon mein subah … Read more

Musafir Ke Raste Badalte Rahe – Bashir Badr | Ghazal And Shayari

 Difficult Word  अदावत = शत्रुता, दुश्मनी। Musafir Ke Raste Badalte Rahe Musafir ke raste badalte rahe Muqaddar mein chalna tha chalte rahe Koi phool sa haath kaandhe pe tha Mere paanv sholon pe chalte rahe Mere raaste mein ujaala raha Diye us ki aankhon ke jalte rahe Wo kya tha jise humne thukra diya Magar umar … Read more

Mil Bhi Jaate Hain To Katra Ke Nikal Jaate Hai – Bashir Badr | Ghazal And Shayari

Mil Bhi Jaate Hain To Katra Ke Nikal Jaate Hai Mil bhi jaate hain to katra ke nikal jaate hai Haaye mausam ki tarah dost badal jaate hai Hum abhi tak hai girftaar-e-muhabbat yaaro Thokhre kha ke suna tha ki sambhal jaate hai Ye kabhi apni jafa par na hue sharminda Hum samjhte rahe patthar … Read more

Subah Ka Jharna, Humesha Hansne Wali Aurtein – Bashir Badr | Ghazal And Shayari

 Difficult Words  झुटपुटा = सुबह या शाम का ऐसा समय जब कुछअँधेरा और कुछ प्रकाश हो। धात = मामला। आतिश-फिशान =  ज्वालामुखी। Subah Ka Jharna, Humesha Hansne Wali Aurtein Subah ka jharna, humesha hansne wali aurtein Jhutpute ki nadiyan, khaamosh gahri aurtein Sadkon baazaron makaano daftron mein raat din Laal peeli sabz  neeli, jalti bujhti aurtein Shahar mein ek baag hai aur baag mein talaab hai … Read more

Ye Chirag Be-nazar Hai Ye Sitara Bezuban Hai – Bashir Badr | Ghazal And Shayari

 Difficult Words  मुत्मईन = संतुष्ट। बेतग़ैय्युर = जो बदले नहीं। जाविदाँ = अमर। Ye Chirag Be-nazar Hai Ye Sitara Bezuban Hai Ye chirag be-nazar hai ye sitara bezuban hai Abhi tujhse milta julta koi dusra kahan hai Wahin shakhs jispe apne dil-o-jaan nisaar kar doon Wo agar khafa nahi hai to jaroor badgumaan hai Kabhi … Read more