Ab Tere Mere Beech Koi Faasla Bhi Ho – Bashir Badr | Ghazal And Shayari

 Difficult Words  इतरी = इत्र नामक सुगंधित द्रव्य। सियाह = काला, बुक, दूषित। Ab Tere Mere Beech Koi Faasla Bhi Ho Ab tere mere beech koi faasla bhi ho Hum log jab mile to koi dusra bhi ho Tu jaanta nahin meri chaahat ajeeb hai Mujhko mana raha hain kabhi khud khafa bhi ho Tu bewafa nahin … Read more

Dil ki dehleez pe yaadon ke diye rakkhe hain – Bashir Badr | Ghazal And Shayari

 Difficult Word  क़ुव्वत = ताकत, दम। Dil ki dehleez pe yaadon ke diye rakkhe hain Dil ki dehleez pe yaadon ke diye rakkhe hain Aaj tak humne ye darwaaze khule rakkhe hain Is kahani ke wo kirdaar kahan se laaun Wahi dariya hai wahin kacche ghade rakkhe hain Hum pe jo gujari na bataaya na … Read more

Koi Phool Dhoop Ki Pattiyon Mein – Bashir Badr | Ghazal And Shayari

 Difficult Words  वरक़ = पृष्ठ, पन्ना। लान = घासयुक्त समतल मैदान। दरीचा  =  खिड़की। दरख्त  =  पेड़। शरर  =  चिंगारी। Koi Phool Dhoop Ki Pattiyon Mein Koi phool dhoop ki pattiyon mein hare riban se bandha hua Wo ghazal ka lahza naya-naya, na kaha hua na suna hua Jise le gayi abhi hawa wo warq … Read more

Raat Ke Saath Raat Leti Thi – Bashir badr | Ghazal And Shayari

  Difficult Words   बर्फपोश = बर्फो से ढ़का हुआ। शादाब = हरा-भरा। सुर्ख = गहरा लाल रंग। Raat Ke Saath Raat Leti Thi  Raat ke saath raat leti thi  Subah ek paalne mein roti thi  Yaad ki barfposh tahni par Ek gilahri udaas baithi thi Main ye samjha ke laut aaye tum Dhoop kal itni … Read more

In Aankhon Se Din-Raat Barsaat Hogi – Bashir badr | Ghazal And Shayari

 Difficult Words  सर्फ़-ए-जज़्बात = भावनाओं में ख़र्च अज़ल-ता-अब्द = अनंत काल से प्रलय का दिन। In Aankhon Se Din-Raat Barsaat Hogi In aankhon se din-raat barsaat hogi Agar zindagi sarf-e-jazbaat hogi Musaafir ho tum bhi, musaafir hain hum bhi Kisi mod par phir mulaakaat hogi Sadaaon ko alfaaz milne na paayein Na baadal ghirenge na barsaat … Read more

Bashir Badr – Log Toot Jate Hain Poetry | Ghazal And Shayari

Bashir Badr – Log Toot Jate Hain Difficult Words: फ़ाख़्ता = पंडुक नामक पंक्षी।   Log Toot Jate Hain   लोग टूट जाते हैं, एक घर बनाने में तुम तरस नहीं खाते, बस्तियाँ जलाने में और जाम टूटेंगे, इस शराबख़ाने में मौसमों के आने में, मौसमों के जाने में हर धड़कते पत्थर को, लोग दिल समझते हैं … Read more

Wo Ghar Bhi Koi Ghar Hai Jahan Bachchiyaan Na Ho – Bashir Badr | Ghazal Poetry | Shayari

Wo Ghar Bhi Koi Ghar Hai Jahan Bachchiyaan Na Ho – Bashir Badr | Ghazal Poetry | Shayari Poetry Credit: Poetry Title –  Wo ghar bhi koi ghar hai jahan bachchiyaan na ho Written By – Bashir badr Wo ghar bhi koi ghar hai jahan bachchiyaan na ho वो शाख़ है न फूल, अगर तितलियाँ न … Read more