Na Jee Bhar Ke Dekha Na Kuch Baat Ki – Bashir Badr | Ghazal And Shayari

 Difficult Word  चश्म-ए-पुर-आब = आंसू भरी आंखें। Na Jee Bhar Ke Dekha Na Kuch Baat Ki Na jee bhar ke dekha na kuch baat ki Badi aarzoo thi mulaakaat ki Kai saal se kuch khabar hi nahi Kahan din gujara kahan raat ki Ujaalon ki pariyaan nahaane lagi Nadi gungunaai khayaalaat ki Main chup tha … Read more

Khandani Rishton Mein Aksar Rakaabat Hai Bahut – Bashir Badr | Ghazal And Shayari

 Difficult Words  रक़ाबत – जलन, दुश्मनी। हुस्न-ए-क़िफ़ायत – पर्याप्त सुंदरता। गुरबतों =  विदेश प्रवास। शिद्दत – कष्ट। Khandani Rishton Mein Aksar Rakaabat Hai Bahut Khandani rishton mein aksar rakaabat hai bahut Ghar se nikalo to ye duniya khoobsurat hai bahut Apne kaalez mein bahut magroor jo mashahoor hai Dil mira kahta hai us ladki mein chaahat … Read more

Ab Kise Chahe Kise Dhoondha Kare – Bashir Badr | Ghazal And Shayari

 Difficult Words  दीन = धर्म, मज़हब। दरीचे = छोटा दरवाज़ा, खिड़की, रोशनदान। Ab Kise Chahe Kise Dhoondha Kare Ab kise chaahe kise dhoondha kare Wo bhi aakhir mil gaya ab kya kare Halki halki baarishein hoti rahe Hum bhi phoolon ki tarah bheega kare Aankhe moonde us gulaabi dhoop mein Der tak baithe use socha … Read more

Har Janam Mein Usi Ki Chaahat The – Bashir Badr | Ghazal And Shayari

 Difficult Words  अलामत = निशानी। दराज़-कामत = बहुत ज्यादा लम्बा। Har Janam Mein Usi Ki Chaahat The Har Janam mein usi ki chaahat the Hum kisi aur ki amaanat the Uski aankhon mein jhilmilaati hui Hum ghazal ki koi alaamat the Teri chaadar mein tan samet liya Hum kahan ke daraaz-qaamat the Jaise jangal mein … Read more

Koi Lashkar Hai Ke Badhte Hue Gham Aate hein – Bashir Badr | Ghazal And Shayari

 Difficult Words  लश्कर = बहुत से व्यक्तियों का समूह। दरवेश = फ़कीर, भिखारी, मंगन। अहल-ए-करम = धर्मार्थ व्यक्ति। Koi Lashkar Hai Ke Badhte Hue Gham Aate hein Koi lashkar hai ke badhte hue gham aate hein Shaam ke saaye bahut tez qadam aate hein Dil wo darwesh hai jo aankh uthata hi nahin Is ke … Read more

Kisne Mujhko Sada Di Bata Kaun Hai? – Bashir Badr | Ghazal And Shayari

 Difficult Word  बावफ़ा = वफादार। Kisne Mujhko Sada Di Bata Kaun Hai? Kisne mujhko sada di bata kaun hai? Ae hawa tere ghar mein chhupa kaun hai? Baarishon mein kisi ped ko dekhna Shaal odhe hue bheegta kaun hai? Main yahan dhoop mein tap raha hoon magar Wo paseene mein dooba hua kaun hai? Aasmaanon … Read more

Adab ki had mein hoon Main – Bashir Badr | Ghazal And Shayari

 Difficult Words  अदब = विनय, सम्मान। तज़िकरा  =  जिक्र। रोज़-ओ-शब =  दिन और रात। महरूमियां = . वंचित, अभागा, बदनसीब। वालिदैन  =  माता-पिता। नसब = वंशावली। Adab ki had mein hoon Main Adab ki had mein hoon main be-adab nahin hota Tumhara tazikra ab roz-o-shab nahin hota Kabhi-kabhi to chhalak padti hai yun hi aankhein Udaas hone ka … Read more

Hansi Masoom Si Bachcho Ki – Bashir Badr | Ghazal And Shayari

 Difficult Words  इबारत  =  लेखन। हिक़ारत = घृणा, नफ़रत। ताराज-ओ-ग़ारत  =  वीरान और बर्बाद। तमाजत  =  तेज़ गर्मी। हरारत   =  गर्मी। पेशानी  =  माथा। बशारत  =  अच्छी खबर, अच्छी बात। Hansi Masoom Si Bachcho Ki Hansi masoom si bachcho ki kaapi mein ibaarat si Hiran ki peeth par baithe parinde ki sharaarat si Wo … Read more