Mujhe Hosh Nahin – Rahat Indori | Ghazal Poetry

Kitni Pi Kaise Kati Raat Mujhe Hosh Nahin – Rahat Indori | Ghazal Poetry, Kitni Pi Kaise Kati Raat Mujhe Hosh Nahin Lyrics, Rahat Indori Ghazal, Rahat Indori poetry, Rahat Indori shayari, shayri, Rahat Indori mushaira, Rahat Indori all Ghazal in hinglish, Hindi fornt, Rahat Indori image download, कितनी पी कैसे कटी रात मुझे होश नहीं है रात के साथ गयी बात मुझे होश नहीं

  Kitni Pi Kaise Kati Raat Mujhe Hosh Nahin 

कितनी पी कैसे कटी रात मुझे होश नहीं है
रात के साथ गयी बात मुझे होश नहीं

मुझ को ये भी नहीं मालूम की जाना है कहाँ
थाम ले कोई मेरा हाथ मुझे होश नहीं

आंसूओं और शराबों में गुज़र है अब तो
मैं ने कब देखी थी बरसात मुझे होश नहीं

जाने क्या टूटा है पैमाना की दिल है मेरा
बिखरे बिखरे हैं ख्यालात मुझे होश नहीं

                                                 – राहत इंदौरी

Kitni pi kaise kati raat mujhe hosh nahin
Raat ke saath gayi baat mujhe hosh nahin

Mujh ko ye bhi nahin maaluum ki jaanaa hai
Kahan thaam le koi mera haath mujhe hosh nahin

Aansuon aur sharaabon mein guzar hai ab to
Main ne kab dekhi thi barsaat mujhe hosh nahin

Jaane kya toota hai paimaana ki dil hai mera
Bikhare bikhare hain khayalaat mujhe hosh nahin

                                                    – Rahat Indori