Jeete Hai, Kirdaar Nahi Hai – Waseem Barelvi | Ghazal And Shayari

 Source  लेखक – वसीम बरेलवी किताब – मेरा क्या प्रकाशन –  परम्परा प्रकाशन, नई दिल्ली संस्करण – 2007 Jeete Hai, Kirdaar Nahi Hai Jeete hai, kirdaar nahi hai Naav to hai, patwaar nahi hai Mera gham majhdaar nahi hai   Gham hai, koi us paar nahi hai  Hona-paana mai kya jaanu Pyaar hai, kaarobaar nahi hai  … Read more

Siskte Aab Mein Kiski Sada Hai – Bashir Badr | Ghazal

 Difficult Words  आब = पानी। नौ-ख़ेज़ = नव उदय, किशोर। Siskte Aab Mein Kiski Sada Hai Siskte Aab mein kiski sada hai Koi dariya ki tah mein ro raha hai Sawere meri in aankhon ne dekha Khuda chaaro taraf bikhara hua hai Sameto aur seene mein chhupa lo Ye sannaata bahut faila hua hai Pake … Read more

Yaad Kisi Ki Chandani Ban Kar – Bashir Badr | Ghazal

 Difficult Words  सहन-ए-चमन = बाग का आंगन। गेसू = जुल्फों। रुख़्सार = गाल, रंग, पहलू। Yaad Kisi Ki Chandani Ban Kar  Yaad kisi ki chaandani ban kar kothe kothe utari hai Yaad kisi ki dhoop hui hai jeena jeena utari hai Raat ki rani sahan-e-chaman mein gesoo khole soti hai Raat-beraat udhar mat jaana ik … Read more

Maine Teri Aankhon Mein Padha Allah Hi Allah – Bashir Badr | Ghazal

Difficult Words  कोनेन = दोनो जहाँ। तख्ती = एक प्रकार का स्लेट जिसमें छोटे बच्चे लिखने का अभ्यास करते हैं। हम्दोसना = प्रार्थना या तारीफ। सफें = कतारें। निदा = आवाज। यासीन = कुरान शरीफ आयात। रिदा = चादर। Maine Teri Aankhon Mein Padha Allah Hi Allah Maine teri aankhon mein padha Allah hi Allah Sab bhool gaya … Read more

Ae Husn-e-Beparwah Tujhe Sabnam Kahoon Shola Kahoon – Bashir Badr | Ghazal

 Difficult Words  हुस्न-ए-बेपरवाह = सुन्दरता की चिंता किए बिना। शोख़ी = चुलबुलापन, नटखटपन, इठलाहट, चंचलता। गेसू = स्त्रियों के बालों की लट, ज़ुल्फ़। Ae Husn-e-Beparwah Tujhe Sabnam Kahoon Shola Kahoon Ae husn-e-beparwah tujhe sabnam kahoon shola kahoon Phoolon mein bhi shokhi to hai kisko magar tujh sa kahoon Gesoo ude mahki fiza jadoo kare aankhe teri Soya hua … Read more

Aawaazo Ka Labon Se Bahut Faasila Na Tha – Waseem Barelvi | Ghazal And Shayari

 Source  लेखक – वसीम बरेलवी किताब – मेरा क्या प्रकाशन –  परम्परा प्रकाशन, नई दिल्ली संस्करण – 2007 Aawaazo Ka Labon Se Bahut Faasila Na Tha  Aawaazo ka labon se bahut faasila na tha  Lekin ko khauf tha ki koi bolta na tha Aansoo ko etabaar ke qaabil samajh liya  Main khud hi chhota nikala, … Read more

Zindagi Kitne Zakhm Khaaye Hai – Waseem Barelvi | Ghazal And Shayari

 Difficult Words  उम्र-ए-एहसास = Life of emotions (भावनाओं की जिंदगी।) दश्त-ए-शब = wilderness of love(प्यार का जंगल)  Source  लेखक – वसीम बरेलवी किताब – मेरा क्या प्रकाशन –  परम्परा प्रकाशन, नई दिल्ली संस्करण – 2007 Zindagi Kitne Zakhm Khaaye Hai  Zindagi kitne zakhm khaaye hai  Phir bhi kya shay hai, muskuraaye hain Umr-e-ehsaas rook-see jaaye … Read more

Ab Aisa Ghar Ke Dareechon Ko Band Kiya Rakhna – Waseem Barelvi | Ghazal And Shayari

 Difficult Words  दरीचों = window(खिड़कियां) कुर्बत = nearness, vicinity( निकटता, आसपास) मिल्कियत = Landlord, Ownership(ज़मींदारी, जाग़ीर, स्वामित्व) सिरहाने = To the head( सिर की ओर।)  Source  लेखक – वसीम बरेलवी किताब – मेरा क्या प्रकाशन –  परम्परा प्रकाशन, नई दिल्ली संस्करण – 2007 Ab Aisa Ghar Ke Dareechon Ko Band Kiya Rakhna Ab aisa ghar … Read more

Kabhi Yoon Bhi Aa Meri Aankh Mein – Bashir badr | Ghazal

 Difficult Words  नवाज़ = Gratitude(कृतार्थ) रहीम-ओ-करीम = Kind (दयालु) सिफत =Talent( हुनर) महव-ए-ख़्वाब = Lost in dream (सपनो में खोई हुई) ख़राबे = Tavern, Bar, Casino(मधुशाला) फ़िराक = To leave (बिछुड़ना) विसाल = Meeting, connection(मिलन) हबीब = Lover, beloved( महबूब) Kabhi Yoon Bhi Aa Meri Aankh Mein Kabhi yoon bhi aa meri aankh mein ke meri … Read more

Donon Jahan Teri Mohabbat Mein Haar ke – Faiz Ahmad Faiz | Ghazal

 SOURCE  Author – Faiz Ahmad Faiz Book – Nuskha Hai Wafa  Difficult Words  शब-ए-गम = The night of sorrow ( दुःख की रात) वीराँ = Empty(खाली) मैयकदा = Bar(मधुशाला) खुम-ओ-साग़र = Glass of wine( शराब का गिलास) दिल-फरेब  = Deceptive( कपटी) फुर्सत-ए-गुनाह = Freedom of sin( पाप की स्वतंत्रता) हौसले = Confidence(आत्मविश्वास) परवरदिगार = Almighty, … Read more