Wo Pyaar Jiske Liye Humne Kya Ganwa Na Diya – Waseem Barelvi | Ghazal And Shayari

 Difficult Word  तनक़ीद = हिदायत, चेतावनी।  Source  लेखक – वसीम बरेलवी किताब – मेरा क्या प्रकाशन –  परम्परा प्रकाशन, नई दिल्ली संस्करण – 2007 Wo Pyaar Jiske Liye Humne Kya Ganwa Na Diya Wo pyaar jiske liye humne kya ganwa na diya Usi ne bach ke nikalne ka raasta na diya  Koi nazar mein raha bhi … Read more

Sau Khuloos Baaton Mein Sab Karam Khayaalon Mein – Bashir Badr | Ghazal And Shayari

 Difficult Words  ख़ुलूस = सत्यता, सच्चाई। जुंबिश = हिलना-डुलना, हरकत। Sau Khuloos Baaton Mein Sab Karam Khayaalon Mein Sau khuloos baaton mein sab karam khayaalon mein Bas zara wafa kam hai tere shehar walon mein Pahli baar nazron ne chaand bolte dekha Hum jawaab kya dete kho gaye sawaalon mein Yun kisi ki ankhon mein subah … Read more

Musafir Ke Raste Badalte Rahe – Bashir Badr | Ghazal And Shayari

 Difficult Word  अदावत = शत्रुता, दुश्मनी। Musafir Ke Raste Badalte Rahe Musafir ke raste badalte rahe Muqaddar mein chalna tha chalte rahe Koi phool sa haath kaandhe pe tha Mere paanv sholon pe chalte rahe Mere raaste mein ujaala raha Diye us ki aankhon ke jalte rahe Wo kya tha jise humne thukra diya Magar umar … Read more

Mil Bhi Jaate Hain To Katra Ke Nikal Jaate Hai – Bashir Badr | Ghazal And Shayari

Mil Bhi Jaate Hain To Katra Ke Nikal Jaate Hai Mil bhi jaate hain to katra ke nikal jaate hai Haaye mausam ki tarah dost badal jaate hai Hum abhi tak hai girftaar-e-muhabbat yaaro Thokhre kha ke suna tha ki sambhal jaate hai Ye kabhi apni jafa par na hue sharminda Hum samjhte rahe patthar … Read more

Subah Ka Jharna, Humesha Hansne Wali Aurtein – Bashir Badr | Ghazal And Shayari

 Difficult Words  झुटपुटा = सुबह या शाम का ऐसा समय जब कुछअँधेरा और कुछ प्रकाश हो। धात = मामला। आतिश-फिशान =  ज्वालामुखी। Subah Ka Jharna, Humesha Hansne Wali Aurtein Subah ka jharna, humesha hansne wali aurtein Jhutpute ki nadiyan, khaamosh gahri aurtein Sadkon baazaron makaano daftron mein raat din Laal peeli sabz  neeli, jalti bujhti aurtein Shahar mein ek baag hai aur baag mein talaab hai … Read more

Ye Chirag Be-nazar Hai Ye Sitara Bezuban Hai – Bashir Badr | Ghazal And Shayari

 Difficult Words  मुत्मईन = संतुष्ट। बेतग़ैय्युर = जो बदले नहीं। जाविदाँ = अमर। Ye Chirag Be-nazar Hai Ye Sitara Bezuban Hai Ye chirag be-nazar hai ye sitara bezuban hai Abhi tujhse milta julta koi dusra kahan hai Wahin shakhs jispe apne dil-o-jaan nisaar kar doon Wo agar khafa nahi hai to jaroor badgumaan hai Kabhi … Read more

Vah Jo Har Aankh Ko Paimaane Nazar Aaye Hai – Waseem Barelvi | Ghazal And Shayari

 Difficult Words  सिम्त-ए-मंज़िल = लक्ष्य की ओर। मुंहसिर = आश्रित, निर्भर रहना। सहर = दिन।  Source  लेखक – वसीम बरेलवी किताब – मेरा क्या प्रकाशन –  परम्परा प्रकाशन, नई दिल्ली संस्करण – 2007 Vah Jo Har Aankh Ko Paimaane Nazar Aaye Hai Vah jo har aankh ko paimaane nazar aaye hai  Mujhse milti hai wahi … Read more

Jaagne Ki Bhi Jagaane Ki Bhi Aadat Ho Jaaye – Rahat Indori | Ghazal And Shayari

 Difficult Word  ख़यानत = अमानत रखी वस्तु को चुरा लेना। Jaagne Ki Bhi Jagaane Ki Bhi Aadat Ho Jaaye  Jaagne ki bhi jagaane ki bhi aadat ho jaaye  Kaash tujhko kisi shayar se mohabbat ho jaaye  Door hum kitne dino se hain kabhi gaur kiya  Phir na kehna jo amaanat mein khayaanat ho jaaye  Jugnuon … Read more