Jab Se Tune Halki-halki Baatein Ki – Rahat Indoor | Shayari

Jab Se Tune Halki-halki Baatein Ki Raat ki dhadkan jab tak jaari rehti hai Sote nahin hum zimmedaari rehti hai Jab se tune halki-halki baatein ki Yaar tabiyat bhaari-bhaari rehti hai Wo manzil par aksar der se pahuche hain Jin logo ke paas sawaari rehti hai                   … Read more

Do Gaz Sahi Magar Ye Meri Milkiyat To Hai – Rahat Indori | Ghazal

Difficult Words: थपेड़ा = लहरें, हवा (the waves, wind) मिलकियत = संपत्ति, कब्जा (property, possession) Do Gaz Sahi Magar Ye Meri  Kashti tera naseeb chamakdaar kar diya Is paar ke thapedon ne us paar kar diya Afwaah thi ke meri tabiyat kharaab hai Logon ne puch puch ke bimaar kar diya Do gaz sahi magar … Read more

Jinke Juton Me Kai Taj Pade Rehte Hain – Rahat Indori | Ghazal

Jinke Juton Me Kai Taj Pade Rehte Hain Ye alag baat ke khamosh khade rehte hain Fir bhi jo log bade hain wo bade rehte hain Aise darveshon se milta hai hamara shijra Jinke juton me kai Taj pade rehte hain                             … Read more

Saza Na Deke Adaalat Bigaad Deti Hai – Rahat Indori | Shayari

Saza Na Deke Adaalat Bigaad Deti Hai Nayi hawaaon ki sohbat bigaad deti hai  Kabutaron ko khuli chhat bigaad deti hai  Jo jurm karte hain itne bure nahi hote Saza na deke adaalat bigaad deti hai Ye chalti phirti dukaano ki tarah hote hain  Naye ameeron ko daulat bigaad deti hai  Hamaare peer, Taqi Mir … Read more

Apni Pahchaan Mitaane Ko Kaha Jata Hai By Rahat Indori | Shayari | Jashn-e-Rekhta

A pni Pahchaan Mitaane Ko Kaha Jata Hai :- Legendary writer Rahat Indori, recently participated in the program, which celebrated the three-day festival of ‘Jashn-e-Rekha‘ celebrating Urdu and our overall culture and delighted everyone with his magnificent Shayari.   Apni Pahchaan Mitaane Ko Kaha Jata Hai #1 सब की पगड़ी को हवाओं में उछाला जाए  सोचता हूं कोई … Read more

Meri Nigaah Mein Wo Shakhs Aadmi Bhi Nahi | Rahat Indori | Ghazal

Meri Nigaah Mein Wo Shakhs Aadmi Bhi Nahi In Hindi तजल्लियों का नया दायरा बनाने में  मेरे चिराग लगे हैं हवा बनाने में  अड़े थे ज़िद पे के सूरज बनाके छोड़ेंगे  पसीने छूट गए एक दीया बनाने में  मेरी निगाह में वो शख्स आदमी भी नहीं  जिसे लगा है ज़माना खुदा बनाने में  अभी इन्हें … Read more

Chaand Ko Chhat Pe Bula Lunga Ishaara Karke – Rahat Indori | Ghazal And Shayari

 Difficult Words  ख़सारा = नुकसान, हानि। मुन्तज़िर = प्रतीक्षा करनेवाला। Chaand Ko Chhat Pe Bula Lunga Ishaara Karke Teri har baat mohabbat mein gawara karke Dil ke bazaar mein baithe hain khasaara karke Aasmaano ki taraf fek diya hai maine Chand mitti ke charaagon ko sitaara karke Ek chingari nazar aayi thi basti mein use … Read more

Jaagne Ki Bhi Jagaane Ki Bhi Aadat Ho Jaaye – Rahat Indori | Ghazal And Shayari

 Difficult Word  ख़यानत = अमानत रखी वस्तु को चुरा लेना। Jaagne Ki Bhi Jagaane Ki Bhi Aadat Ho Jaaye  Jaagne ki bhi jagaane ki bhi aadat ho jaaye  Kaash tujhko kisi shayar se mohabbat ho jaaye  Door hum kitne dino se hain kabhi gaur kiya  Phir na kehna jo amaanat mein khayaanat ho jaaye  Jugnuon … Read more

Aati Jati Sarkaaron Se Kya Lena – Rahat Indori | Ghazal And Shayari

Aati Jati Sarkaaron Se Kya Lena Unche unche darbaaron se kya lena Nange bhuke bechaaron se kya lena Apna maalik apna khaaliq afzal hai Aati jaati sarkaron se kya lena Saath hamaare kayi sunehari sadiyaan hain Humein Sanichar-Itwaaron se kya lena Paanv pasaaro saari dharti apni hai Yaar ijaazat makkaaron se kya lena. (In Hindi) … Read more