Tere Kandhey Pe Sir Rakh kar Sukoon Sa Lagta Hai By Shivani | The Social House Poetry

About This Poetry :- This beautiful love poetry  ‘Tere Kandhey Pe Sir Rakh kar Sukoon Sa Lagta Hai’ for The Social House is presented by Shivani and also written by her which is very beautiful a piece. Tere Kandhey Pe Sir Rakh kar Sukoon Sa Lagta Hai तू ना बारिश में उस अदरक वाली चाय की तरह … Read more

Saleeka Jinko Sikhaya Tha Humne Chalne Ka – Rahat Indori | Shayari

Saleeka Jinko Sikhaya Tha Humne Chalne Ka Andhere chaaron taraf saaye-saaye karne lage Charaag haath uthakar duayein karne lage Saleeka jinko sikhaya tha humne chalne ka Wo log aaj humein daaye-baaye karne lage Lahu luhaan pada tha zamin par ek suraj Parinde apne paron se hawaayein karne lage Tarakki kar gaye bimariyon ke saudagar Ye … Read more

Main Tumhe Roz Yaad Karta Hun | Abdus Samad Ansari | The Social House Poetry

About This Poetry :- The beautiful Ghazal  ‘Main Tumhe Roz Yaad Karta Hun’ for The Social House is presented by Abdus Samad Ansari and also written by him which is very beautiful and delightful.  Main Tumhe Roz Yaad Karta Hun ख़ाक की तह में उतरने के लिए जीते हैं  अजीब लोग हैं मरने के लिए जीते हैं … Read more

Phir Ye Ghutno Me Dard Kaisa Hai – Dr. Rahat Indori | Ghazal

Phir Ye Ghutno Me Dard Kaisa Hai Rang chehre ka zard kaisa hai  Aayina gard gard kaisa hai  Kaam ghutno se jab liya hi nahi  Phir ye ghutno me dard kaisa hai Phir Ye Ghutno Me Dard Kaisa Hai (In Hindi) रंग चेहरे का ज़र्द कैसा है  आईना गर्द-गर्द कैसा है  काम घुटनो से जब … Read more

Ishq Bhi Karna Hai Ghar Ke Kaam Bhi | Foziya Rabab Shayari | Jashn-e-Rekhta

About This Shayari:-   This Beautiful Shayari ‘Ishq Bhi Karna Hai Ghar Ke Kaam Bhi’ which is written and performed by Foziya Rabab for Jashn-e-Rekhta. Ishq Bhi Karna Hai Ghar Ke Kaam Bhi देर तक आंख मुसीबत में पड़ी रहती है तुम चले जाते हो तस्वीर बनी रहती है मैं मुकम्मल हूं मगर फिर भी अधूरापन … Read more

Gaanv Ki Sab Titliyon Ke Haath Peele Ho Gaye – Rahat Indori | Ghazal

Gaanv Ki Sab Titliyon Ke Haath Peele Ho Gaye Ishq ne gundhe the jo gajre nukile ho gaye Tere haathon mein to ye kangan bhi dheele ho gaye Phool bechaare akele reh gaye hain shaakh par Gaanv ki sab titliyon ke haath peele ho gaye Kya zaruri hai karein vishpaan hum Shiv ki tarah Sirf … Read more

Usko Paana Hai To Poora Pagal Ban By Varun Anand | Shayari | Jashn-e-Rekhta

Usko Paana Hai To Poora Pagal Ban Shayari :-  This Beautiful Shayari ‘Usko Paana Hai To Poora Pagal Ban’ which is written and performed by Young Poet Varun Anand of the stage of Jashn-e-Rekhta. Usko Paana Hai To Poora Pagal Ban Apni aankhon mein bhar kar le jaane hain Mujhko uske aansoo kaam mein laane hai … Read more

Tere Shayar Ne Badi Dhoom Macha Rakhi Hai By Ismail Raaz | Shayari | Jashn-e-Rekhta

 Difficult Words:  तुलू-ए-सहर = सुबह उठना (morning rise) शब-ए-जुलमात = रात का अंधेरा( darkness of night) जर्फ = सहनशीलता, गंभीरता ( Tolerance, seriousness ) ग़म-शनास = दु: ख का ज्ञाता ( knower of grief ) नदामत = पछतावा, पश्चाताप ( regret, repentance ) Tere Shayar Ne Badi Dhoom Macha Rakhi Hai मेरी तन्हाई देखेंगे तो हैरत … Read more

Do Gaz Sahi Magar Ye Meri Milkiyat To Hai – Rahat Indori | Ghazal

Difficult Words: थपेड़ा = लहरें, हवा (the waves, wind) मिलकियत = संपत्ति, कब्जा (property, possession) Do Gaz Sahi Magar Ye Meri  Kashti tera naseeb chamakdaar kar diya Is paar ke thapedon ne us paar kar diya Afwaah thi ke meri tabiyat kharaab hai Logon ne puch puch ke bimaar kar diya Do gaz sahi magar … Read more

Jinke Juton Me Kai Taj Pade Rehte Hain – Rahat Indori | Ghazal

Jinke Juton Me Kai Taj Pade Rehte Hain Ye alag baat ke khamosh khade rehte hain Fir bhi jo log bade hain wo bade rehte hain Aise darveshon se milta hai hamara shijra Jinke juton me kai Taj pade rehte hain                             … Read more