Aansooaon Ki Jahan Paaymaali Rahi – Bashir Badr | Ghazal And Shayari

 Difficult Word  पायमाली = बुरी तरह बर्बाद। Aansooaon Ki Jahan Paaymaali Rahi Aansooaon ki jahan paaymaali rahi Asi basti charaagon se khaali rahi Dushmanon ki tarah us se ladte rahe Apni chaahat bhi kitni niraali rahi Jab kabhi bhi tumhara khyaal aa gaya Phir kai roz tak bekhyaali rahi Lab tarste rahe ik hansi ke … Read more

Jawani Mein Kayi Ghazalein By Kumar Vishwas | Delhi 2019 All New Season | KV Musical

Jawani Mein Kayi Ghazalein Jawani mein kayi ghazalein adhoori chhut jaati hain Kayi khwahish to dil hi dil mein, poori chhut jaati hain Judaai mein to main usse muqmmal baat karta hoon Mulaqaato mein sab baate, adhoori chhut jaati hain Puraani dosti ko iss nayi taaqat se mat taulo Ye sambandho ki turpaayi, sanyantro se … Read more

Main Jaise Chaahu Jiyoon Meri Zindagi Hai Miyaan – Waseem Barelvi | Ghazal And Shayari

Main Jaise Chaahu Jiyoon Meri Zindagi Hai Miyaan Main jaise chaahu jiyoon meri zindagi hai miyaan  Tumhein saleeqa sikhaane ki kya padi hai miyaan Kisi se bichhadon to ye sochkar bichhad jaana Taalluqaat se yah zindagi badi hai miyaan Tumhaari socho ke aksar khilaaf hota hai Tumhaare baare me duniya jo sochati hai miyaan Is … Read more

Wo Behisi Ke Din Aaye Ki Kuch Hua Na Laga – Waseem Barelvi | Ghazal And Shayari

 Difficult Word  बेहिसी = असंवेदनशीलता। Wo Behisi Ke Din Aaye Ki Kuch Hua Na Laga  Wo behisi ke din aaye ki kuch hua na laga  Kab usko bhool gaye, ye bhi to pata na laga  Bichhadte waqt dilaase, na khokhale vaade  Wah pahli baar mujhe aaj bewafa na laga  Jaha pe dastqe pahchaankar jawaab mile  … Read more

Meri Dhoopo Ke Sar Ko Rida Kaun De – Waseem Barelvi | Ghazal And Shayari

 Difficult Words  रिदा = ओढ़ने की चादर, ढकने की क्रिया। मज़लूम = अत्याचार से पीड़ित। Meri Dhoopo Ke Sar Ko Rida Kaun De Meri dhoopo ke sar ko rida kaun de Neend me yah mujhe phool-sa kaun de?  Khud chalo to chalo aasara kaun de Bheed ke daur me raasta kaun de? Zulm kisne kiya, … Read more

“Ek Jhalak Dekh Ke….” Poetry By Shakeel Azmi | Fuhaarein Saawan Ki (2016)

“Ek Jhalak Dekh Ke….” By Shakeel Azmi मर के मिट्टी में मिलूंगा खाद हो जाऊंगा मैं  फिर खिलूंगा शाख पर आबाद हो जाऊंगा मैं बार-बार आऊंगा मैं तेरी नजर के सामने  और फिर एक रोज तेरी याद हो जाऊंगा मैं तेरे सीने में उतर आऊंगा चुपके से कभी  फिर जुदा होकर तेरी फरियाद हो जाऊंगा … Read more